Posted inDosti Shayari

True Best Friends Shayari In Hindi

Best Friends Shayari On Kya Mangu Khuda Se Aapko Paane Ke Bad


Best FriendsKya mangu khuda se aapko paane ke bad,
Kiska karu intezar aapke aane ke bad,
Kyu dosto pe jaan lutate hai log,
Malum hua aapko dost banane ke bad.

Posted inDosti Shayari

Best Happy Friendship Shayari In Hindi

Dosti Shayari On Chhu Le Asman Zami Ki Talash Na Kar


Two FriendsChhu le asman zami ki talash na kar,
Jee le zindagi khusi ki talash na kar,
Taqdeer badal jayegi apne aap ai dost,
Muskurana sikh lo wajah ki talash na kar