Posted inRomantic Shayari

Romantic Sorry Shayari for Husband & Wife | Sorry Msg In Hindi

Romantic Sweet Sorry Shayari For Husband Wife

Has a small misunderstanding caused a distance between you and your partner? Saying sorry isn’t always easy, but expressing your regret with love can melt any anger. In this ultimate collection, we have curated the best romantic sorry shayari for husband and wife or Sorry messages in hindi for husband wife Share these sweet, emotional lines and WhatsApp status updates to win back your love and bring that beautiful smile back.

Sorry Shayari For Husband Wife | Romantic Sweet Sorry Shayari In Hindi

 

1) Romantic Sorry Shayari For Wife (पत्नी के लिए रोमांटिक सॉरी शायरी)

Chahte hai apko sab se jyada
Mana kabi kabhi takraar karte hai,
Aap aisa na rutha karo humse
Kyoki apko hum khud se jyada pyar karte hai.

Sorry Jaan!

 

2) Sweet Sorry Shayari For Husband In Hindi (पति के लिए प्यार भरी सॉरी शायरी)

Yun naa aap hume nazar andaz kare,
Humse hui hai galti maaf kare,
Dil mein bhara gussa chhod kar
Ab apna dil saaf kare.

Sorry Sweetheart!

 

3) Romantic Sorry Shayari For Husband Wife In Hindi (हसबैंड वाइफ के लिए माफी शायरी)

Gussa chhodo maan jao,
Galti hamari bhul jao,
Bin tumhare to khush hum bhi nhi rahenge
Itna tum jaan jao.

 

Read More: Sorry Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

4) Sorry Love Shayari In Hindi For Him Her (सॉरी लव शायरी फॉर हिम एंड हर)

Ho gai galti baba maaf karo,
Aansuon ko apne chehre se saaf karo,
Thoda muskura do pyar ke sath
Ab wohi karenge jaisa aap kaho.

Sorry Ji….

 

5) Best Sorry Shayari For Husband Wife In Hindi (मनाना वाली शायरी हिंदी में)

Khata ho gai anjaane mein,
Fir na hoga aisa jaane mein,
Apke hone se to mile hai hume sari khushi
Bin apke to zindagi thi veerane mein.

 

Check More:

 

Posted inSad Shayari

Sad Hindi Shayari For Girlfriend & Boyfriend

Sad Hindi Shayari Messages For Girlfriend & Boyfriend

Are you feeling heartbroken and looking for the perfect words to express your deep emotional pain? When love hurts, sharing your feelings can bring comfort. In this ultimate collection, we have curated the best sad shayari in Hindi for girlfriend and boyfriend. Share these emotional, heart-touching dard bhari lines and WhatsApp status updates to express your inner grief when words fail you.

 

Sad Hindi Shayari For Girlfriend Boyfriend | Sad Love Shayari

 

1)  Latest Sad Shayari For Girlfriend In Hindi

Na koi chahat hai dil ki
Na hi koi jeene ke khwab hai mere,
Jab tu hi nhi sath mere,
To koi jeene ki wajha hi nhi paas mere.

 

2) Best Sad Shayari For Boyfriend In Hindi

Sab kuch mila bas tu nhi,
Tu nhi to mere pass kuch nhi,
Dard to bhut hai zindagi mein tere na hone se
Bas aankhe meri hai ki ab roti nhi.

 

3) Heart Broken Sad Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend

Juda tujhse ho kar,
Khud se hum juda ho baithe hai,
Tere bina to chhod dene ka mann karta
Is zindagi se bhi hum itna ruth baith hai.

 

Read More: Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

4) Short Dard Bhari Sad Shayari For Gf Bf

Ek lamha or jeene ki chahat
Ab nhi zara si bhi humko
Kitna toote hai tere jane ke baad
Marke batayenge ab hum tumko.

 

5) Painful Hindi Shayari For Girlfriend Boyfriend

Hum toota toota sa mehsus karte hai,
Tere bina hum khud ko adhura sa mehsus karte hai,
Tanhai or apne aansu se ghire rhete hai sara din
Ab kisi khushi ko mehsus nhi kare hai.

 

6) Dard Bhari Sad Love Shayari For Girlfriend Boyfriend

Hum khudko marta ab mehsus karne lage hai,
Hum andar hi andar tootne lage hai,
Jin saanso ko kaha jata hai akhri saanse
Tere pyar mein hum un saanso ko lene lage hai.

 

7) Very Sad One Sided Love Shayari

Jisko chaha usko apna bana na paye,
Chaha kar bhi usko bata na paye,
Kisi or ki mohabbat me th wo,
Bas isliye apne kadam hum aagaye bada na paye.

 

Check More: