Posted inGood Morning Shayari

Good Morning Shayari For Maa | Morning Wishes For Mother In Hindi

Good Morning Shayari For Maa in Hindi: Heart Touching Wishes & Images

Maa ki mamta aur unka aashirwad hi hamari asli poonji hai. Ek bache ke liye uski duniya maa se shuru hoti hai. Agar aap apni din ki shuruat apni Maa ko ek pyaara sa sandesh bhej kar karna chahte hain, toh aap sahi jagah aaye hain.
Is post mein humne share kiye hain sabse behtareen Good Morning Shayari for Mother in Hindi, jo na sirf unke chehre par muskurahat layenge balki unka din khushiyon se bhar denge. In shayaris ko aap WhatsApp, Instagram aur Facebook status ke liye bhi use kar sakte hain.

 

 

Good Morning Shayari For Maa | Morning Wishes For Mother In Hindi

 

1) Heart Touching Good Morning Shayari For Mother

Har subha apki pyari ho,
Apki zindagi me humesha khushali ho,
Sare din ho apki zindagi ke khubsurat
Jis me khushiyan na ho aisa koi din na khaali ho.

Good Morning Maa

 

Read More: Happy Birthday Shayari For Mother In Hindi

 

2) Cute Good Morning Wishes In Hindi For Mother

Aap karte mera sare din khubsurat,
Maa aap bhagwan ki murat,
Jis tarha meri khushi apki hai zarurt
Usi tarha apki har subha khushiyon se bharna meri zarurt.

Good Morning Mom

 

3) Emotional Good Morning Subha Ki Shayari Maa Ke Liye

Sare jahan me jitni khushiyan ho,
Dua hai wo meri maa ke kadmo me ho,
Wo sab mile haqiqat me maa apko
Jo jo apke sapne mein ho.

Good Morning Maa

 

4) Latest Good Morning Shayari Wishes For Mother In Hindi

Har subha apko khushiyon ka paigam mile,
Har lamha zindagi me apko khushiyon ka salaam mile,
Duniya me jo ho so ho khubsurat
Par chahat hai apki subha ko bhi khubsurti ka naam mile.

 

5) Sweet Good Morning Shayari For Mother In Hindi

Dua bas itni si dua hai,
Maa apki har dua qabool ho jaye,
Jo aap dekho har raat khwab
Wo khwab har subha pura ho jaye.

Good Morning Maa!

 

Check More: Happy Birthday Shayari Sms For Mother In Hindi

Posted inGood Morning Shayari

Romantic Good Morning Shayari & SMS Messages for GF/BF

101+ Romantic Good Morning Shayari & SMS Messages for GF/BF

Kya aap apne priya (loved one) ko jagane ke liye perfect Romantic Good Morning Shayari ya ek meetha Good Morning SMS Message dhoondh rahe hain? Dil se bheja gaya ek khoobsurat subah ka sandesh aapki girlfriend (GF) ya boyfriend (BF) ko behad khaas mehsoos karata hai, jaise hi woh aankhein kholte hain.
Humne 2025 ke liye Romantic Good Morning Shayari aur SMS Messages ka Ultimate Collection taiyar kiya hai. In Heart Touching lines ko apne WhatsApp status, direct SMS, ya Instagram caption ke roop mein istemaal karein, aur unhein bataayein ki woh aapke liye kitne important hain. Shuru karein unka din pyaar ki roshni ke saath!

 

Romantic Good Morning Shayari Sms In Hindi

 

1) Heart Touching Romantic Good Morning Shayari for Love

Hamari har subha tumhare sath ho,
Pyar ki roshni dono par ek sath ho,
Baahon mein bahein ho ya hatho me hath ho
Itna har subha hum dono ek dusre ke sath ho.

Good Morning My Love!

 

2) Sweet Good Morning SMS Message in Hindi for GF BF

Hume hamari har subha
Bas tu sath chahiye,
Jab bhi badle karwat tum dikai do
Itna tu hume hamare pass chahiye.

 

3) Good Morning Love SMS for Him and Her

Pal pal khubsurat lagta hai,
Har lamha pyara hota hai,
Har subha hamari achi hoti hai
Jab sath tumhara hota hai.

Good Morning Sweetheart!

 

 

Romantic Good Morning Shayari | Good Morning Shayari For Gf Bf

4) Pyar Bhari Good Morning Shayari for Girlfriend in Hindi

Meri subha ho…meri subha ka armaan tum ho,
Nasha ho pyar ka…pyar se bhara jaam tum ho,
Kese ab bataye…kese samjhaye tum ko
Tum ho mohabbat…meri mohabbat ka naam tum ho.

Good Morning Dear

 

5) Special Romantic Good Morning Shayari for Wife

Tere ishq mein har subha khoya rehta hoon,
Apne yaar se mein khud ko khushnaseeb kehta hoon,
Log dhundte hai khubsurti jahan mein
Or mein jahan ki khubsurti ke sath rehta hoon.

 

6) Best Romantic Good Morning SMS in Hindi Status

Tere hothon se shro subha ho meri,
Meri bahaon mein sahara tum ho,
Har subha roshan hoti hai tere hone se
Meri subha ka tara tum ho.

Read More: Good Morning Love Sms Shayari For Gf Bf

 

Romantic Good Morning Shayari Sms In Hindi

 

7) Cute Good Morning Shayari for Girlfriend Boyfriend

Kaano mein tere sab se phele mera subha ka paigaam aaye,
Teri aankhe khule or hothon pe mera naam aaye,
Tumhe aaye hickiya meri yaad ke sath
Or tum mera naam lo or wo tham jaye.

Good Morning Sweetheart

 

Read More: Romantic Good Morning Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

8) Short Good Morning Love Shayari in Hindi

Aaj ek subah ki ghazal tere naam ho jaaye,
Meri subha bas tere naam ho jaaye,
Hum gungunate rahe tere naam ko
Chahe subha se shaam ho jaye.

 

9) Heartfelt Good Morning Status for Him/Her

Tere khubsurat khwabon ke baad subha hamari hoti hai,
Har subha ehsas teri bahon ka hota hai,
Milo dur ho kar bhi humse tu sanam
Dil ke bhut pass hota hai.

Good Morning Jaan!