Posted inGood Night Shayari

Romantic Evening Shayari For Husband Wife

Romantic Evening Shayari For Husband Wife In Hindi


Romantic Evening Shayari For Husband Wife In Hindi

 

1) Romantic Evening Shayari For Husband Wife

Mujhe apni har shaam bas tumhare sath chahiye,
Hathon mein tumhara hath chaiye,
Chahe sara din samaye na de pao mujhko tum
Par har shaam pyar tumhara chahiye.

 

2) Best Romantic Evening Shayari For Husband

Apna mujhe bana ke,
Naya ek jivan dikhaya apne,
Meri har khamosh shaam ko
Khubsurat banaya apne.

 

3) Latest Romantic Evening Shayari For Wife

Ek taraf shaam dhalti jati hai,
Dursi taraf pyar ki aag jalti jati hai,
Na pucho humse hamare dil ke haal
Kis tarha uski betabiyan badti jati hai.

 

Read More:

 

4) Romantic Shaam Shayari For Husband Wife

Mana samay tumhe thoda kam milta hai,
Par jeene ko hume tum hare sang milta hai,
Wo lamha wo din wo shaam meri khubsurat ho jati hai
Jab hume kareeb tum or hathon mein tumhara hath milta hai.
~ Lovejeet Singh

 

5) Short Romantic Evening Shayari Status In Hindi

Meri har wo sham khubsurat ho jati hai,
Jo kareeb, apke sath ho jati hai.

 

6) Pyar Bhari Evening Shayari For Husband Wife

Koi shaam meri tere bina na jaye,
Har shaam tujhe hum apne pass paye,
Dekhte rahe har lamhe ke sath tumhe pyar se
Fir chahe is shaam se agli shaam aa jaye.

 

7) Good Evening Shayari For Husband Wife

Sham ko khubsurat sath apka banata hai,
Hume itna khush pyar apka banata hai,
Hum khusnasib hai jo apko paa liya
Warna ap jaise insaan ki talash har koi kho jata hai.

Good Evening Sweetheart!

 

Posted inGood Night Shayari

Romantic Good Night Shayari For Boyfriend In Hindi

Romantic Good Night Shayari For Boyfriend With Image


Romantic Good Night Shayari For Boyfriend In Hindi

 

1) Special Romantic Good Night Shayari For Bf

Abhi ke liye so jao kal fir mulakaat hogi,
Labo se na sahi to nazron se baat hogi,
Ek roz ho jayege hum dono ek duje ke,
Fir har raat apni ishq me doobi raat hogi.

 

2) Beautiful Good Night Shayari For Boyfriend

Har raat mere yaara, agar tera khayal aa jaye,
To raat meri suhani bemisal ho jaye,
Na mange apne rab se fir hum kuch
Agar khwabo me tujhse mulakaat mere yaar ho jaye.

 

3) Romantic Good Night Shayari For Love

Tere khayalo ke bina koi raat nhi jaati,
Tujhse soche bina chain ki need nhi aati,
Aati hai to bas ek yaad tumahri jee bhar ke
Jo kambakht milne ki chahat ko or bada jati hai.

Good Night Sweetheart!

 

4) Pyar Bhari Good Night Shayari For Boyfriend

Har raat bas itni si khwahish karte hai,
Tu aa jaye khawabo mere…itni khuda se guzarish karte hai,
Agar tum khud aa jao kabhi khwabo me hamare,
To hum tumhe batae kitna pyar tumse hum yaar karte hai.

 

Read More: Good Night Shayari And Sms For Girlfriend

 

5) Heartwarming Good Night Shayari In Hindi For Bf

Shuhani meri har haat ho,
Agar khwabo me tujhse mulakaat ho,
Pure sapne me tum raho bas bahon me hamari,
Or fir pyar ki harkate sath pyar ki baat ho.

 

6) Sweet Good Night Shayari For Bf In Hindi

Beete har raat bas sath tere,
Hathon me liye bas hath tere,
Fir so kar karenge bhi hum kya
Jab ho paas tum paas mere.

Good Night My Love!