Posted inLove Shayari

Touching Love Shayari

Love Shayari On Tamana Hai Meri


Love coupleTamana Hai Meri Ki Aapki Aarzoo Ban Jaun,
Aapki Aankh Ka Tara Na Sahi Aapki Aankh Ka Aansu Ban Jaun,
Main Aap Ki Zindagi Ki Khushi Banu Ya Na Ban Sakun,
Aapke Gham Mein Aapka Sahara Ban Jaun.

Posted inDosti Shayari

True Best Friends Shayari In Hindi

Best Friends Shayari On Kya Mangu Khuda Se Aapko Paane Ke Bad


Best FriendsKya mangu khuda se aapko paane ke bad,
Kiska karu intezar aapke aane ke bad,
Kyu dosto pe jaan lutate hai log,
Malum hua aapko dost banane ke bad.