Romantic Shayari On Tumhe Zindgi Ka Sahara Bana Liya
Tum ko to jaan se pyara bana liya,
DIL ka sukon ankh ka tara bana liya,
Ab tum sath do ya na do ye tumhri marzi,
Hum ne to tumhe zindgi ka Sahara bana liya..
Bewafa Shayari On Tere Dil Ki Mahfil Sajane Aye Thay
Hum to tere dil ki mahfil sajane aye thay,
Teri kasam tujhy apna banany aye thay.
Kis bat ki saza di tu ne ham ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnany aye thay.