Apne honton se choom loon ankhain teri,
Bechain kardon sb ratain teri,
Lahoo ban kar sama jaon tere ang ang main,
Ban jaon tera dil mehsos karu sansain teri..
Romantic Shayari On Tumhe Zindgi Ka Sahara Bana Liya
Tum ko to jaan se pyara bana liya,
DIL ka sukon ankh ka tara bana liya,
Ab tum sath do ya na do ye tumhri marzi,
Hum ne to tumhe zindgi ka Sahara bana liya..