Posted inLove Shayari

Radha Krishna Love Shayari

Radha Krishna Love Shayari In Hindi


Radha Krishna Love Shayari Sms In Hindi, Radha Krishna Love Shayari Status

 

1) Radha Krishna Love Shayari

Aadat bhi hai chahat bhi hai,
Ek tujhe hi sochne ki,
Teri diwangi me mera kanha
Zare zare mein tujhe khozne ki.

 

2) Beautiful Radha Krishna Prem Shayari

Tujh mein hi laga rehta hai
kanha mann mera,
Mujh mein mera kuch nhi
Jo hai sab hai tera.

 

3) Romantic Radha Krishan Shayari

Dur ho kar bhi tu paas hai,
Mujh mein hi tera ehsaas hai,
Ek teri hi wajha se mere kanha
Labo par mere muskurhat hai.

 

4) Best Radha Krishna Love Shayari In Hindi

Apni murli ka swar bana lo,
Ya bana ke mayur pankh apne kesho me laga lo,
Tum bin adhuri mein radha hun
Mujhe pura karo… apna tum bana lo.

 

Check More: Romantic Radha Krishna Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

5) राधा कृष्ण लव शायरी इन हिंदी फॉण्ट

मन मेरा तुझमे ही लगा,
तेरे ही ख्यालों में बीत जाता मेरा हर पल है,
तू है मेरे कान्हा तो सब कुछ है
बिन तेरे तो ना आज है ना कोई कल है.

 

6) Romantic Radha Krishna Love Shayari

Tere naam ko hum apne labon par sajaye rakhte hai,
Tere hi khwabon ko apni aankhon mein chhupaye rakhte hai,
Jis chahat ka kabhi koi ant na ho mere kanha
Itni teri chahat hum apne dil mein dabayein rakhte hai.

 

7) Short Romantic Radha Krishna love Shayari

Dil ki meri dhadkan
Har baar or bad jati hai,
Jab jab tere khayalon ki hawa mere kanha
Mujhko chhu jati hai.

 

8) Latest Radha Krishna Love Shayari

Koi zid nhi koi khwahish nhi,
Bas kanha tu apna bana le,
Is se badi koi kushi nhi hogi duniya mein
Ager tu mere khwabon ko mukamal bana de.

 

Posted inSad Shayari

Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi


Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

 

1) Dard Bhari Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Mita de hume agar tujhe
Hum kam or koi or jada nazar aata hai,
Hum khushi khushi fana ho jayenge agar hum me koi gair
or kisi or mein tujhe apna nazar aat hai.

 

2) Hindi Sad Shayari For Gf Bf

Logo ko hamari nighao mein ab khushi kam
Aansu jada nzar aate hai,
Jab jab hum muskurate hai
Log hume jhuta batate hai.

 

3) Dard Bhari Sad Shayari In Hindi For Girlfriend

Dosh uski kulfo ka nhi,
Uski kuksaan bhi katil thi
Mar to usko dekh kar gaye,
Chal gai jab wo chal gai jo thodi jaan baki thi.

 

4) Very Sad Shayari In Hindi For Boyfriend

Dard liye jeiye jaa rahe hai,
Hum khud ke aansu piye jaa rhe hai,
Koi jaan na le hamari halaat
Bas isliye tanha hote jaa rhe hai.

 

5) Sad Broken Heart Shayari For Girlfriend Boyfriend

Bhulana chaha tujhe lakh par,
Bhulana paye tujhe ae haseen,
Jab se hue ho juda tum humse
Zindagi mein katra bhar bhi sukoon nhi.

 

Check More: Sad Love Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

6) Painful Sad Shayari in For Gf Bf In Hindi

Wo sukoon ab kahi milta nhi,
Jo tere sath hone se milta tha,
Murjha gaya wo phool
Jo tere hone ki khushi se khilta tha.