Posted inLove Shayari / Sad Shayari

Heart Touching Sad Love Shayari

Touching Sad Love Shayari In Hindi


Sad Love Couple Hugging.  Hosla bhul jane ka
Naa tha..na hai..na hoga…

Door rh kar bhi tu juda
Naa tha..na hai..na hoga…

Tujh se mil kar kisi
Se kya milna…..

Koi tere jaisa
Na tha..na hai..na hoga.

Posted inRomantic Shayari

Most Romantic Shayari

Romantic Shayari On Love


Romantic couple in loveJab kisi ke sapne kisi ke armaan ban jaye,
jab kisi ki hassi kisi ki muskaan ban jaye,
pyar kehte hai usse,
jab kisi ki saanse kisi ki jaan ban jaye…