Har pal ki khushi ban jata hai sacha pyar,
Is jahan mein jeene ki wajha ban jata hai sacha pyar,
Zindagi ke har mod pe sath nibha ke
Khushi ki wajha ban jata hai sacha pyar…
2) Sacha Pyar Shayari For Girlfriend
Teri chahat mein khud ko lutana chahu mein,
Apni saasnon mein tujh ko basana chahu mein,
Bana ke tum ko dil ki dhahdka
Apne dil mein tumhe basana chahu mein…
3) Sacha Pyar Shayari Sms For Boyfriend
Ager tu ruth jaye to,
pyar se tujh manalu mein.
Tere hothon pe laane ke liye hasi,
Chahe khud ki hasi luta du mein.
Na rakho tujhe apni aankho se dur ek pal,
Bana ke dhadkan tujh dil mein apne basa lu mein.
Zindagi me apke aane se har mukaam mila hai hum ko,
Lagta hai jese kismat ka jaam mila hai hum ko,
Bhar diya apne hamari zindagi ko pyar se itna
Lagta hai jese khuda se ki dua ka anjaam mil hai hum ko.
2) Hindi Love Shayari For Husband
Mera aaj mera kal aap ho,
Meri hathon ki mehndi hathon ki lakeer aap ho,
Har pal bas apka hi raheta hai khayal hamko
Kuch itna dil ke kareeb aap ho.
3) Love Sms In Hindi For Wife
Sab mil gaya apko paa kar,
Hamara har gham mit gaya apko paa kar,
Sawar gai hai zindagi hamari har lamhe ke sath
Apko apni zindgi ka hissa bana kar.
4) Love Sms For Husband In Hindi
Hamari zindagi mein aaker apne sajai hai zindagi hamari,
Kar ke bepanha pyar har chahat puri karai hai hamari,
Zindagi mein jo jo mili thi khushiya apke aane se
Apni mohabbat se har pal apne badai hai wo khushiya hamari.
5) True Romantic Shayari For Wife In Hindi
Sawar gaya har pal hamar hai,
Sawar gaya har kal hamara hai,
Apko pa kar sawar gai hai zindgi
Jab se hame mila apka sahara hai..
6) Beautiful Romantic Love Shayari For Wife
Hamari zindagi hamari saans ban gaye ho tum,
Khubsurat mohabbat ka ehsaas ban gaye ho tum,
Hame jarurt hai saansu se jada tumhari
Kyoki hamrai zindagi ka ek hissa khas ban gaye ho tum.
7) Very Romantic Shayari For Husband On Mohabbat
Kabul ho gai har dua hamari,
Mil jo gai hame chahat tumhari,
Ab nhi chahat hai dil hamar kuch
Jab se mil gai hai isse mohabbat tumhari.
8) Love Hindi Shayari For Wife
Jo chaha tha khwabon mein wo mila humko,
Khuda se na koi shikayat na gila hai humko,
Na hi koi or khwaish hai ab hamari
Jab se paa liya hamne hai tumko.
9) Sweet Romantic Shayari For Husband In Hindi
Bar bar tum ko pareshaan karna acha lagta hai,
Jaan kar bhi har bat se anjaan bana acha lagta hai,
Bas karte raho aap pyar ka ikrar pe ikraar
Isliye sun ke bhi ansuna kar dena acha lagta hai.