Posted inLove Shayari

Love Shayari For Boyfriend In Hindi

Latest Love Shayari For Boyfriend With Image


Love Shayari For Boyfriend In Hin

 

1) Romantic Love Shayari For Bf In Hindi

Had se chal aaj guzar chalte hai,
Chahato ke diye me chal dono jalte hai,
Ho kar aaj is kadar ek dusre ke
Is duniya ko chal bhul chalte hai.

 

2) True Love Shayari In Hindi For Boyfriend

Tujhko apni rooh me utaar loon,
Khud ko teri chahat me sawaar loon,
Nhi chaiye mujhe is duniya se kuch or
Bas ek mil jaye to apni zindagi guzaar loon.

 

3) Most Romantic Love Shayari For Bf

 

Ek tera sath na ho humdam to kya jeena,
Tujh se baat na ho humdam to kya jeena,
Banaya hai tumko apne dil ki dhadkan
Ager tumhi dil ke pass na ho to kya jeena.

 

4) Touching Love Shayari For Boyfriend

Dil ki itni si baat ko aaj khena hai,
Dhadkan ban ke hume tere dil mein rehna hai,
Kal kabhi rok naa jaye meri saanse
Isliye har pal ko tere sath jeena hai.

 

5) Two Line Love Shayari For Boyfriend

एक तुम और साथ तुम्हारे मोहब्बत,
बस इतना ही काफी है ज़िन्दगी जीने के लिए।

 

6) Special Love Shayari In Hindi For Boyfriend

Hasna hai hume apni khushi tumhe bana ke,
Chahna hai hume apni khwahish tumhe bana ke,
Hum nhi jee sakte bin tumhare ek pal bhi
Hume jeena hai to apni jindgi tumhe bana ke.

 

Read More: Top 10 Romantic Love Shayari For Gf BF

 

7) Very Romantic Love Shayari For Bf

Mohabbat ko had se guzar Jane dena aaj,
Rokna na mujh tujh pe bikhar Jane dena aaj,
Mein ho jana chahti ho bas ek teri
Mujh teri bahon mein simat Jane dena aaj…

 

8) Best Hindi Love Shayari For Boyfriend

Kurbaan hai tujh pe har khushi humari,
khwaishein Hamari or tamana hamari,
Hume or kuch nhi chahiye bas tumhare siwa
Kyoki tum hi ho hamari jindgi or jeene ki wajha hamari.

 

9) Real Love Shayari For Bf In Hindi

Hume aadat ho gai hai tumhari is tarah,
Ki dil karta hai tumko khud mein basa le,
Bana ke tumhe apne jeene ki wajha
Apne dil ki dhadkan apni saanse tumhe bana le.

 

Posted inGood Morning Shayari

Romantic Tea Shayari For Morning

Romantic Tea Shayari For Morning


Romantic Tea Shayari For Morning | Tea Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

1) Romantic Tea Shayari For Girlfriend Boyfriend

Tum apne labo se laga kar,
Chai mein hamari mithas bada dete ho,
Ek tum hi to sanam
Jo har subha hamari khas bana dete ho.

 

2) Chai Shayari For Girlfriend Boyfriend

Bahon mein bahen ya hathon mein hath ho,
Subah ki chai apke sath ho,
Dono labon se laga laga kar baatein kar
Ek hi pyala aisa apne pass ho.

 

3) Romantic Tea Chai Love Shayari

Khwahish hai pyar bhari subha ho,
Hath mein ho mithi si chai,
Apki chahat mein karen aankhen hum band
Or bas aap nazar aaye.

 

Read More: Good Morning Love Sms Shayari For Gf Bf

 

4) Good Morning Chai Shayari For Girlfriend

Chai to bas bahana hai,
Apke didar ko aana hai,
Wohi chai ki thadi apke ghar ke samne wali
Yuhi nhi hamara thikhana hai.