Posted inSad Shayari

Heart Broken Sad Break Up Shayari Sms For Gf Bf

Heart Broken Sad Break Up Shayari Sms In Hindi For Gf Bf


Heart Broken Sad Break Up Shayari Sms For Gf Bf

 

1) Heart Broken Sad Break Up Shayari

Aankhon mein bas dard hai,
Or nhi hai ab dil mein khwahish,
Ager tujhe hona hi hai juda mujh se
To ab hum or na karenge pyar ki numaish.

2) Very Sad Break Up Shayari For Boyfriend

Jaana hai to jaa itni dur,
Ki mere pyar ki chahat tujh tak na phuch sake,
Tadap ke band ho jaye aankhe meri
Per tujhe na dhund sake…

3) Painful Sad Break Up Sms Shayari For Girlfriend

Lagi meri mohabbat tujhe shayed jhuti hogi,
Shayed meri koi baat chubhi hogi,
Tu rahna khush humesha
Mujh pata hai mujh mein hi kuch kami hogi…

4) Heart Bracking Sad Break Up Shayari For Bf Gf

Kabhi dikhe humari aankhon mein aansu,
Tu mud ke na dekhna hume,
Ye na samjhna hum ro rahe hai juda ho kar
Ye jaan lena hum ro rahe hai zindagi ko tabha kar ke…

Read More: Very Sad Love Breakup shayari In Hindi

5) Sad Break Up Sms In Hindi For Her And Him

Ek baat jara sunlo meri,
Jaanlo kya hai akhri khwahish meri,
Shayad tere liye ab mein kuch na rahi
Per mere liye mein bas ho teri…

Posted inLove Shayari

Hindi Love Shayari | Love Sms For Girlfriend Boyfriend

Hindi Love Shayari For Girlfriend Boyfriend And Husband Wife


Hindi Love Shayari |Love Sms For Girlfriend Boyfriend

1) Hindi Love Shayari For Love

Kash ye sama tham jaye abhi,
Kash ye lamha tham jaye abhi,
Yu hi najdikiya bani rahe bas
Fir chahe ye pal khatam ho na kabhi.

2) Best Touching Love Shayari In Hindi Font For Gf Bf

हल्की हल्की सी ये सर्द हवा जता मोहब्बत रही है,
तु खामोश है पर खामोशियाँ बता मोहब्बत रही है,
तेरे सामने होते हुए भी मेरी आँखे है बंद
फिर भी बंद आँखे तुझमे दिखा मोहब्बत रही है.

3) Latest Love Shayari From Heart

Teri sadgi ki koi inteha nhi,
Hum khud ke rahe hum nhi,
Kese sambhale khud ko is ulfat mein
Jab nazrein tujh se hate nhi.

4) Love Shayari In Hindi For Husband Wife

Aap ke hone se bani hai zindagi,
Aap ke hone se sazi hai zindagi,
Aap nhi to zindagi nhi
Or hai tu adhuri hai zindagi.

5) New Love Shayari For True Lover

Tere hothon ko apne hothon se chhu jaau mein aaj,
Is sama ko bandh lo mohabbat me.
Ehsaas dilau tujh har pal mein apna,
Dikhau kitni khwahish hai tujh pane ki meri chahat me.

Read More: I Love You Shayari Sms In Hindi For GF BF

6) Beautiful Love Shayari Sms In Hindi

Khushboo teri chhu jati mujh kuch aise hai,
Ki khubsurat pyar ka ahsaas jese hai,
Mujh mehsus hoti hai mohabbat bas
Ki tu yhi mere pass jese hai.

7) Best Hindi Shayari Sms On Love

Ishq mein tere deewana ho gaye,
Jal ke pyar ki shamaa mein parwane ho gaye,
Pehle to hoti thi hume sare jahan ki khabar
Per tum se mile khud se begane ho gaye.

8) Romantic Love Shayari In Hindi Font

दिल से एक बात बताओ सही,
अपने दिल में मेरी जगह दिखाओ सही,
मुझे खोना है तेरी मोहब्बत में
अपने सीने से लगाओ सही.

9) True Love Hindi Shayari Sms

Sajda tera karne se kaafir kahe koi,
Ye nhi sochta mein tumhe dekhne ke baad,
Karenge pyar tujh bhiga ke apni mohabbat mein
Bas itna hi socha tumhe chahne ke baad.

10) Long Shayari On Love In Hindi

Apni nazrein utha lo jara,
Apne dil mein mujh basa lo jara.

Mein karu to kya karu,
Ab tum hi ye bata do jara.

Humne bas chaha tujh hi hai,
Chahe to pyar hamara azam lo jara.