Posted inBewafa Shayari

Bewafa Shayari In Hindi For Girlfriend

Bewafa Shayari In Hindi For Gf With Image


Bewafa Shayari In Hindi For Girlfriend

1) Bewafa Shayari For Gf In Hindi

Kesi ye judai usne kar di,
Ki usko alwida bhi na khe paye hum,
Tha uski sadgi me fareb itna
Ki usko bewafa bhi na khe paye hum.

2) Bewafa Shayari For Girlfriend On Ishq Karna Gunha Ho Gaya

Ishq karna gunha ho gaya,
Maut se ye badi saza ho gaya,
Kya shikwa kare kisi se hum
Jab humara apna hi humse bewafa ho gaya…

3) Hindi Bewafai Shayari For Girlfriend

Uske pyar se kya shikwa karu,
Jise hum apna naseeb samjh bethe,
Kasoor bhi mera hi tha
Jo uski bewafai ko wafa samjh bethe.

4) Best Bewafa Shayari In Hindi For Gf

Mohabbat ko wo bahul gaye baat ki tarha,
Jo mohabbat thi ek khubsurat ehsaas ki tarha,
Humne to sapne sajaye the umar bhar ke
Per wo bewafa badal gaye haalat ki tarha.

 

Posted inZindagi Shayari

Best Zindagi Shayari Sms In Hindi

Best Zindagi Shayari Sms In Hindi With Image


Best Zindagi Hindi Shayari Sms

1) Zindagi Shayari On Zindagi Ko Rait Maanlo

Lagta kabhi dukh se bhara din,
Lagta kabhi iska har din suhana hi hai,
Meri maano zindagi ko rait maanlo
Isko ek din bikhar jaana hi hai.

2) Zindagi Shayari Sms On Zindagi Ki Haqiqat

Tum mano na maano ye haqiqat hai,
Zindagi ki ek alag hi surat hai,
Tum na samjh sako to kuch nhi
Or samjh lo to zindagi khubsurat hai.

3) True Zindagi Shayari On Pinjaraa Saanso Ka

Pinjaraa saanso ka kis din toot jana hi hai,
Musafir ko share chod ke jana hi hai,
Kal hoga kya kuch pata nhi
Kabhi na kabhi to zindagi ke dhage ko toot jaana hi hai.

4) Zindagi Shayari On Kami

Ankhen kabhi shabnami rehti hai,
To kabhi aankhon mein nami rehti hai,
Chahe zindagi ko kitna bhi Sawar le
Kahi na kahi to koi kami rehti hai.

5) Best True Zindagi Shayari In Hindi

Zindagi ek abhilaasha hai,
Ek alag hi iski paribhashaa hai,
Isse jada bataye to kya bataye hum
sawar jaye to dhulan or bikhar jaye to tamashaa hai.