Bewafai Shayari For Lover With Image

Hoa is dil mein dard jab wo khafa ho gaye,
Rooti rahi aankhe jab wo juda ho gaye,
Sath rahe ker to unhone kuch na diya
Per de gaye aansu kuch jab wo bewafa ho gaye.

Hoa is dil mein dard jab wo khafa ho gaye,
Rooti rahi aankhe jab wo juda ho gaye,
Sath rahe ker to unhone kuch na diya
Per de gaye aansu kuch jab wo bewafa ho gaye.

Har pal ki khushi ban jata hai sacha pyar,
Is jahan mein jeene ki wajha ban jata hai sacha pyar,
Zindagi ke har mod pe sath nibha ke
Khushi ki wajha ban jata hai sacha pyar…
Teri chahat mein khud ko lutana chahu mein,
Apni saasnon mein tujh ko basana chahu mein,
Bana ke tum ko dil ki dhahdka
Apne dil mein tumhe basana chahu mein…
Ager tu ruth jaye to,
pyar se tujh manalu mein.
Tere hothon pe laane ke liye hasi,
Chahe khud ki hasi luta du mein.
Na rakho tujhe apni aankho se dur ek pal,
Bana ke dhadkan tujh dil mein apne basa lu mein.