Posted inGood Morning Shayari

Good Morning Shayari In Hindi

Good Morning Best wishes Shayari In Hindi


Good Morning wishes Shayari In Hindi

1) Good Morning Shayari In Hindi

Aasma mein sare rang nikal aaye hai,
Apne gharo se parindey nikal aaye hai,
Har jagha hai khushbo hi khuhbo phoolo ki
Jo phool subha ke sath khil aaye hai.

Good Morning Have A Good Day

2) Sweet Good Morning Shayari Wishes In Hindi

Suraj laya hai pyari si subha ko apne sath,
Chand gaya hai ek mehakti raat ke sath,
Apna pyara sa bistar chood ke ho jao taiyaar
Karni hai din ki shurwat bade pyar ke sath…

Have A Very Good Morning

3) Sweet Good Morning Shayari

Pyari si subha hai,
Uth jao khushiyo ki hai baat,
Der na lago ab
Karo ab din ki achi shurwat.

Good Morning

4) Good Morning Sms In Hindi Font

हुई सुबह आया सुनेहरा नज़ारा,
ठंडी सी हवा के साथ भेजा हमने पैगाम हमारा,
जागो उठ भी जाओ अब
सुबह की खुशियाँ कब से कर रही हैं इंतज़ार तुम्हारा ।

5)  Best Hindi Good Morning Shayari

खिल गए सारे फूल जहाँ के,
देखो सवेरा हो आया है,
आँखों खोलो जियो इस दिन को ऐसे
जैसे ये दिन आपके लिए ही आया है.

 

Posted inSad Shayari

Very Sad Alvida Shayari In Hindi

Very Sad Alvida shayari With Image


Very Sad Alvida shayari In Hindi

1) Very Sad Alvida Shayari On Hum Muskurate Hue

Hum muskurate hue marna chahte hai,
Aye mohabbat hum tujh se door jaana chahte hai,
Khub rato ko jaag jaag ke tadap liye tere dard mein hum
Alvida ab humesha ke liye so jana chahte hai..

2) Sad Alvida Shayari On Aye Jindgi

Aye jindgi mujh alvida keh de,
Jaana chahati ho mein mujh alvida keh de.

Seh liya khub dard sitam humne,
Dekh ro raha hai dil ab alvida keh de.

Khilona ban ke rahe gaye logo ke liye bas,
Hume nhi jeena or aye jindgi hume alvida keh de.

3) Best Sad alvida Shayari On Khamoshi Se

Khamoshi se aaya the,
Khamoshi se chale jana chahte hai.

Ab or nhi tamana muskurane ki,
Hum ek patte ki tarha toot jana chahate hai.

Alvida ab or nhi jeene ki khwahish,
Ab bas purani nishani ki tarha hum mit jaana chahte hai.