Posted inSad Shayari

Sad Broken Heart Shayar In Hindi

Broken Heart Sad Shayari On Meri Zindagi Ko


Sad girl alone wallpaper with Broken heart shayariMeri zindagi ko ek tamasha bana diya usne,
Bhari mehfil main tanha bitha diya usne,

Esi kya thi nafrat usko mere masoom dil se,
Khushiya chura kar gam thama diya usne,

Bahut naaz tha uski wafa pe kabhi humko,
Mujhko hi meri nazro main gira diya usne,

Kisi ko yaad karna to uski fitrat main shamil nahi,
Hawa ka jhonka samjh kar bhula diya usne.

Posted inPoem

Most Romantic Poem For Boyfriend In Hindi

Romantic Poem On Dhoop Ho Chhaaon Ho


Most romantic shayari for boyfriend in hindi.Dhoop ho chaaon ho tum saath nibhaaya karna……. !
Mere chehre pe sada palkoon ka saaya karna……. !

Raah dekhungi tumhari main sar-e-shaam yunhi……. !
Kabhi jaldi kabhi der se aaya karna……. !

Daant lena sar-e-mehfil koi baat nahi……. !
Phir akele mein gale laga kar manaaya karna……. !

Jaan jaungi mein khushboo se tumhaari tum ko……. !
Tum peeche se meri aankhoon ko chupaaya karna……. !

Jaagna chahun to raat bhar baatein karna……. !
Nind aa jaaye to seene par sulaaya karna……. !