Bin sapno ke bhi kya kabhi koi so paya hai,
Bin yaado ke bhi bhala koi ro paya hai,
Dosti apki dhadkan hai mere dil ki,
Dil bhi bhala kabhi dhadkan se alag ho paya hai.
Ehsaan kiya hai usne mujh pyaar sikha kar,
Kya hoti hai chahat ye mujh bata kar,
Judai hi hota hai pyaar ka asli matlab,
Chhod diya mera saath bas itna bata kar.