Posted inDiwali Shayari

Diwali Shayari Sms Quotes For Friends In Hindi

Latest Diwali Shayari For Friend


Diwali Shayari Sms Quotes For Friends In Hindi

1) Diwali Shayari For Friends In Hindi

Is diwali sukh samridhi mile dost aapko,
Dil se khub dua mile aapko,
Hum mil paye ya nhi
Par khubsari khusiya mile aapko.

 

2) Happy Diwali Shayari Sms For Best Friend

Ae dost diwali fir aayi hai,
Is diwali ko bhi dosti ke naam kar de,
Udaan bhare rocket ki tarha unchi
Or dosti se roshan sara jahan kar de.

Happy Diwali My Friend

 

3) New Diwali Shayari On Yaari For Dost

Bas itni dua hai hamari,
Har diwali hum yaari mein banaye,
Jagmagate diyo ki roshni se
Dosti ko apni sajaye.

Happy Diwali Dost

 

Read More: Diwali Shayari Wishes Sms For Friends In Hindi

 

4) Diwali Wishes In Hindi For Friend

हो दिवाली खुशियों की शाम,
सारी मस्तियाँ यारी के नाम,
साथ बांट लेंगे हर पल को
और कर देंगे दिवाली दोस्ती के नाम.

 

5) New Diwali Shayari For Friends In Hindi

Diwali ho khushiyon ke sath,
Agar ho yaaro ki yaari ke sath,
Fir na phooljhadi na pathake ke sath
Diwali manegi dhamake ke sath.

Posted inDiwali Shayari

Touching Sad Diwali Sms In Hindi With Image

Touching Sad Diwali Sms Shayari In Hindi With Image


Touching Sad Diwali SmsHum Bhi khushi mein gungunaya karte the,
Haste the muskuraya karte the,
Par Usi hi diye ne jala dala mere hathon ko
Jis diye ko hum hawaon se bachaya karte the..

(Shayari By: evershayari.in)