Posted inBirthday Shayari

Happy Birthday Hindi Sms Shayari For Girlfriend

Happy Birthday Hindi Sms For Gf With Image


Happy Birthday Hindi Sms Shayari For Girlfriend

1) Happy Birthday Hindi Sms For Girlfriend

Din aaj ka kamal ban jaye,
Zindagi ki tumhari sab se khubsurat shaam ban jaye,
Na kam pade khushiya tumko
Sare jahan ki khushiya tumhare hotho ki muskaan ban jaye.

Happy Birthday My Love

2) Hindi Birthday Wishes Shayari For Gf

Tere uper barsa du mein khushiya sari,
Na mehsus hone do tumhe kabhi kami hamari,
Dua karu aaj ke din wo sari chahate puri ho
Jo chahate hai apki pyari pyari…

Happy Birthday Dear

Read More: Sweet Birthday Wishes Shayari Sms In Hindi

3) Romantic Birthday Shayari For Gf

Mein ban jau hasi or tere hothon pe aa jau,
Aaj mein sari kainat tere kadmo mein bicha jau,
Aaj ka din ban jaye lakho mein
Itni khushiyo se tere har pal ko saja jau.

Happy Birthday Sweetheart

Posted inWhatsapp Status

Best Love Status In Hindi For Whatsapp

Best Love Status In Hindi font For Whatsapp


Best Love Status In Hindi For Whatsapp

1) ना जाने कैसी मोहब्बत है,
तुम सामने आते हो और शिकायते हमारी खुदखुशी कर लेती है…

2) Neend nhi aati raato mein,
na jane aisa kya asar hai teri mohabbat ka…

3) जान ना है मेरी मोहब्बत को तो इतना जान लो.
कोई पानी कि बूंद तुम्हे छू जाये तो जल जाते है हम.

4) bahut samjhaya per aankhen nhi mani,
Bas zid lagaye bethi hai deedar tumhara karna hai.

5) Kisi ne kha barish mein har dua kabul hoti hai,
Kho to mang le tumhe…

6) Zindagi jeene ke liye nazron ki nhi,
Mujh tere nazare ki jarurt hai…

7) Kya batao tujh apni zindagi ke bare mein
Jo tujh pe shuru or tujh pe khatam.

8) तुम आते हो मेरे करीब हर रोज़ एक नया ख्वाब बन कर,
और लोग खामोखा कहते है तुम मेरे करीब नही….

9) Tu shamil hai is tarha zindagi mein,
Ki tujhe sochna ek aadat si ban gai hai.

10) Kon kehta hai mere hath khali hai,
Gor se dekho ek lakeer tere naam ki saza rakhi hai.

11) Tatolta raha mein khud ko ander hi andar,
Jaha jaha dekha bas tujhko hi paya.

12) Kamal hai teri nazron ka bhi
dur ho kar bhi war dil pe karti hai.

13) Teri adayein teri nigahe uff
Mohababt kese na ho tu hi bata…

14) Tum khwahish kho ya dua
Hamare dil ki maang bas tum hi ho…