Posted inZindagi Shayari

Very Sad Life Shayari In Hindi

Very Sad Life Shayari Sms Quote In Hindi

Life can often bring unexpected pain, loneliness, and silent struggles that are difficult to put into words. Whether you are dealing with heartbreak, betrayal, or the quiet weight of difficult situations, expressing your feelings through poetry helps process those deep emotions.
This collection brings together very sad life shayari for WhatsApp status updates, Instagram captions, and personal reflection.

 

Sad Zindagi Shayari

 

1) Sad Zindagi Shayari In Hindi

खुद से ही नाराज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
साथ के लिए मोहताज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
मुकम्मल कोशिश की मुस्कुराने की
पर दर्द से भरी किताब हो बैठी मेरी ज़िन्दगी.

 

2) Best Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi khamoshi me beet rahi hai,
Dard hume apna bana raha hai,
Tanhai ki aag mein jal rahe hai aise
Jese koi kagaz aag me jalta jaa raha hai…

 

3) Sad Bewafa Zindagi Shayari

Zindagi saza si ho gai hai,
Lagta hai khafa si ho gai hai,
Kya baton kisi ko apni is zindagi ke bare me
Jo mujh se hi bewafa si ho gai hai.

 

Read More: True Sad Life Shayari And Sms In Hindi

 

Very Sad Life Shayari In Hindi

 

4) Sad Life Shayari On Ek Hamari Zindagi Suni Rah Hai

Logo ka daman bhar gaya sitaro se,
Ek hamari zindagi suni rah gai,
Khuda kar raha tha puri sab ki khwahishein
Fir na jaane kyo hamari khwahish adhuri rahe gai.

 

5) Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi ke zeher ko piye jaa rahe hai,
Dil ko apne chup rahne ko kahe ja rahe hai,
Dard tanhai khamoshi khai jaa rahi hai
Fir bhi ghut ghut ke jiye jaa rahe hai..

 

6) True Sad Life Shayari In Hindi

Na jane kis ore jaa rahi hai,
Hamari zindagi hume hi chhode jaa rahi hai,
Apne hi hatho se nikal kar
Jaise Raeth ki tarha hath se phisal jaa rahi hai.

 

7) Sad Life Shayari In Hindi

Halaton se maare jate hai,
Kismat kya apne bhi badal jate hai,
Ek mood aisa ata hai zindagi mein
Hum kitni kosis kare par haar jate hai.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *