Posted inSad Shayari

Very Sad Miss You Sms Shayari In Hindi

Very Sad Miss You Sms Shayari From Heart


Very Sad Miss You Sms Shayari1) Very Sad Miss You Sms In Hindi

Chaha kar bhi muskura nhi pate,
Ab dil ko apne hum samjha nhi pate,
Roti hai jo meri aankhe teri yaad mein
Ab un aankho ko hum chup kara nhi pate.

2) Sad Painful Miss You Shayari on Tujh Khabar Nhi Shayad

Tujh khabar nhi shayad humari,
Kis kadar bikhar gaye hai hum,
Teri yaad mein ro-ro kar
Totte dil ke sath toot gaye hai hum.

3) Sad Yaad Shayari On Saans Tham Si Jaati Hai

Saans tham si jaati hai,
Dil bhi tham sa jata hai.

Jab bhi aati hai teri yaad,
Hotho se humare muskan ka karwa tham sa jata hai.

Aata hai aansu ka katra aankho se,
Or ye lamha ye pal tham sa jata hai.

4) Broken Heart Sad Dard Bhari Shayari On Yaad

Toot ke girne lage hai hum,
Tanhaiyo mein ghut-ghut ke jeene lage hai hum,
Teri yaad mein kuch haal aisa hai humara
Jeete jee marne lage hai hum.

5) Miss You Sad Dard Bhari Shayari On Teri Yaad Mein

Tanhaiyo mein jee rahe teri yaad mein,
Ander hi ander toot rahe hai teri yaad mein,
Khushiya sari khamoshi mein gum ho gai hai
Or hum jeete jee bikher rahe hai teri yaad mein.

6) Long Sad Miss You Shayari From Heart

Tanhai bhari hai jindgi mein humari,
Kya beetti hai hum per bata nhi sakte.

Ro-ro kar bikhar jate hai teri yaad mein,
Kitne toot hai hum ye lafzon mein samjha nhi sakte.

Rehte hai hum tanhaiyo mein hi bas,
Kyoki chaha kar bhi in behte aansu ko hum chupa nhi sakte.

Posted inBirthday Shayari

Romantic Birthday Shayari Sms For Bf

Romantic Birthday Shayari Sms For Boyfriend With Cake Image


Romantic Birthday Shayari Sms For Bf1) Romantic Birthday Shayari For Boyfriend

Kya aaj tumhe khas de,
mohabbat de ya pyar ka ehsaas de,
Ho jaye aaj ka din apka yadgaar
Sochte hai aisa kuch khas de…

Happy Birthday My Love

2) Romantic Love Birthday Sms in Hindi For Her

Saari khushiya mile aapko,
Is jhan ki khushiya mile aapko,
Kabhi na ho gham koi
Chahe humari khushiya bhi mile aapko.

Happy Birthday Jaan

3) Sweet Birthday Sms In Hindi For Bf

Aaj apko ko kuch batana hai,
Khub sari khusiyo ko aap pe lutana hai,
Bana ke apka din khubsurat
Har pal ko apke sath beetana hai.

Happy Birthday Dear