Posted inPoem

Most Romantic Poem For Boyfriend In Hindi

Romantic Poem On Dhoop Ho Chhaaon Ho


Most romantic shayari for boyfriend in hindi.Dhoop ho chaaon ho tum saath nibhaaya karna……. !
Mere chehre pe sada palkoon ka saaya karna……. !

Raah dekhungi tumhari main sar-e-shaam yunhi……. !
Kabhi jaldi kabhi der se aaya karna……. !

Daant lena sar-e-mehfil koi baat nahi……. !
Phir akele mein gale laga kar manaaya karna……. !

Jaan jaungi mein khushboo se tumhaari tum ko……. !
Tum peeche se meri aankhoon ko chupaaya karna……. !

Jaagna chahun to raat bhar baatein karna……. !
Nind aa jaaye to seene par sulaaya karna……. !

Posted inSad Shayari

Broken Heart Shayari

Hindi Sad Shayari On Jis Ke Liye


Sad Heart Broken Shayari In HindiJis ke liye sab kuch luta diya humne,
Wo kehte hai aj unko bhula diya humne,
Gaye the hum unke aansu pochne
Ilzaam de diya ki unko rula diya humne….