Posted inRomantic Shayari

Romantic Shayari For Mangetar

Romantic Shayari For Mangetar In Hindi With Image


Romantic Shayari For Mangetar

 

1) Romantic Shayari For Mangetar

Dil ko har lamha bas tumhara hi intezaar hota hai,
Khayalon mein khubsurat bas tumhara hi khayal hota hai,
Kuch dino ki baat kahe kar roz manate hai apne dil ko
Par tumse milne ke liye ye roz betaab hota hai.

 

2) Pyar Bhari Shayari For Mangetar

Har ghadi us ghadi ka intezar hai,
Dil mera naa pucho kitna bekarar hai,
Sari duniya ko bhula kar
Is pagal ko bas tumhara hi kahayal rehta hai.

 

3) Romantic Shayari For Fiance And Fiancee

Naa jane sanam kab wo pal aayenga,
Jab hum par tumhara or tum par hamara haq ho jayega,
Hoga jab sara jahan apne rishte ka sakshi
Jab Dono ka dil nhi jivan bhi ek ho jayega.

 

Read More: Hindi Love Shayari For Gf BF

 

4) Best Love Romantic Shayari For Mangetar

Dil hamara dur se jaan le, aise hume yaad kar liya karo,
Chote chote sandesho se hi, thodi thodi baat kar liya karo,
Kya hua jo baki hai shadi mein hamari din chaar,
Tum khwabo mein aa kar, humse mulakaat kar liya karo.

Posted inRomantic Shayari

Romantic Tamanna Shayari For Girlfriend Boyfriend

Pyar Bhari Tamanna Shayari For Gf Bf


Romantic Tamanna Shayari For Girlfriend Boyfriend

1)  Tamanna Shayari On Aisi Tamanna Jagaai Hai

Aisi tamanna jagaai hai dil me tumhare,
Ki tum aa kar bas jao dil me hamare,
Ho jaye tumhe aadat itni hamari
Ki pal bhar bhi na rhe pao tum bin hamare.

 

2) Romantic Tamanna Shayari Sms On Dil Ki Ek Tamanna

Dil ki ek tamanna jaan lo hamari,
Kitni zarurt hai haan zarurt hai humko tumhari,
Maana zindagi hoti hai sabke liye zaruri
Par is zindagi ko jeene ke liye hume zarurt hai tumahari.

 

3) Best Romantic Tamanna Shayari For Girlfriend

Tamanna ek bas tere ho jane ki,
Tamanna ek bas tujh me kho jaane ki,
Kar ke tujhse beinteha mohabbat
Tamanna bas do jisam ek jaan ho jane ki.

 

4) Touching Tamanna Shayari For Love

Tere ho jane ki tamanna hum dil me dabaye baith hai,
Tere khwabo ko hum apni aankhon mein chhupaye baith hai,
Kahin ho na jaye tumhe dekh pyar ka izhaar
Bas is liye apne beparwah labon ko hum dabaye baith hai.

 

5) Romantic Tamanna Shayari For Boyfriend

Kitni hai chahat kitna hai pyar tumse,
Kitni hai tamanna tumhare ho jane ki,
Tum hamari aankhon ko padh ke jaan lo
Hume wo tarkib nhi aati batane ki.