Posted inSad Shayari

Good Evening Sad Shayari Sms In Hindi

Good Evening Sad Shayari Sms Quotes In Hindi


Good Evening Sad Shayari Sms In Hindi

1) Good Evening Sad Shayari In Hindi

Har sham kuch yaadein likh lete hai,
Beete kal ki kuch batein likh lete hai,
Toot to gaya hai dil tere jane ke baad
Ab toote dil se khud ke haalat likh lete hai…

2) Long Good Evening Yaad Sad Shayari

Ye shaam udas hai,
Chal rahi hawa udas hai.

Na jane kyo bahe rahe hai in aanko se aansu,
Kya inki wajha aaj hai,

Jaane wale ne to samjha hi nhi tha apna,
Na jane fir kyo uski yaad mein ye dil udas hai.

Posted inSad Shayari

Very Sad Dard-E-Dil Shayari Sms In Hindi

Very Sad Dard-E-Dil Shayari Sms With Image


Very Sad Dard-E-Dil Shayari Sms In Hindi

1) Very Sad Dard-E-Dil Shayari From Broken Heart

Hamare dard ka usse ehsaas nhi hota,
Ro jaata hai mera dil jab wo paas nhi hota,
Hame barbad kar diya khud ko uski chahat mein
Or wo kehta hai ese pyar nhi hota…

2) Broken Heart Dard-e-Dil Shayari In Hindi

Dil ke dard ko mitau kaise,
Jo apna hai usse pass bulao kaise,
Wo chal gaye aansu de kar meri in aankhon ko
Ab logo ke samne khud ko hasao to hasao kaise…

3) Hindi Sad Dard-e-Dil Shayari

Dil ke dard ki had ho gai hai,
Uske lout aane ki umeed kho gai hai,
Jise hume rakha tha apne sab kuch bana ke
Aaj uski bas yaadein rahe gai hai.

4) Best Sad Dard-e-Dil Shayari Sms In Hindi

Is dard-e-dil ka hume pata na tha,
Ayenge aansu aakhon mein ye pata na tha,
Wo to chal gaye bhul ke humko
Hum uske bin jee nhi payenge ye pata na tha..