Posted inSad Shayari

Heart Touching Sad Shayari

Touching Shayari On Sad Love Life


Sad girl wallpaperAasuon ki bunde hain, Ya ankhon ki nami,
Lagta hai na upar aasman hain, na niche zameen.
Ye kaisa mod hain zindagi ka,
Ussi ki hi zarurat hain aur ussi ki kami..

Posted inLove Shayari / Sad Shayari

Heart Touching Sad Love Shayari

Touching Sad Love Shayari In Hindi


Sad Love Couple Hugging.  Hosla bhul jane ka
Naa tha..na hai..na hoga…

Door rh kar bhi tu juda
Naa tha..na hai..na hoga…

Tujh se mil kar kisi
Se kya milna…..

Koi tere jaisa
Na tha..na hai..na hoga.