Bin sapno ke bhi kya kabhi koi so paya hai,
Bin yaado ke bhi bhala koi ro paya hai,
Dosti apki dhadkan hai mere dil ki,
Dil bhi bhala kabhi dhadkan se alag ho paya hai.
Aaj is trha teri bahon me bikhar jao ga,
Aaj is trha teri sanso me utar jao ga,
Aaj sare zamane ko bhula kar saathiya,
Mein tera hota hi chala jao ga..