Posted inBirthday Shayari

Happy Birthday Wishes Shayari Sms In Hindi

Happy Birthday Wishes Shayari Sms In Hindi With Image


Happy Birthday Wishes Shayari Sms In Hindi

1) Happy Birthday Wishes In Hindi

Jamadin ka ye lamha mubarak ho apko,
Khushiyo ka ye lamha mubarak ho apko,
Aane wala kal laye apke liye khushiya hazaar
Or wo khushiya mubarak ho apko.

Wishe You A Very Happy Birthday

2) Latest Happy Birthday Shayari Sms For Someone Special

Suraj apni roshi bhar de jivan mein apke,
Phool apni khusboo bhar de jivan mein apke,
Aap raho bas hamesha khush
Itni khushiyan aaye jivan mein apke.

Happy Birthday Dear

3) Best Birthday Wishs Sms In Hindi For Girlfriend

Tujhe saja dun mein aaj Khubsurat chaand taaro se,
Saja dun teri rahein phoolo ki bharo se,
Sare jahan ki khushiyan laa dun tere kadmo mein
Mein saja du teri zindagi khushiyo ki bharo se.

4) New Birthday Shayari For Boyfriend

Itni si meri dua qubool ho jaye,
Ki teri har dua qubool ho jaye,
Tujh mile janamdin per lakho khushiya
Or jo tum chhao rab se wo pal bhar mei manjoor ho jaye..

Read More : Happy Birthday Shayari Sms In Hindi For Gf Or Bf 

5) Birthday Wishes Sms In Hindi Font

दुआएं खुशिया मिले आपको,
खुदा से रहमत और प्यार मिले आपको,
आपके होठों पर बनी रहे हमेशा मुस्कान
इतनी खुशिया मिले आपको…

6) Happy Birthday Shayari Sms In Hindi Font For Gf Bf

खुशियों से भरी रहे ज़िन्दगी आपकी,
बस इतनी सी दुआ है हमारी,
आपको मिले जहाँ की सारी खुशिया
बस इतनी खुदा से ख्वाहिश है हमारी.

Wishe You A Very Happy Birthday Dear

Posted inWhatsapp Status

Latest Love Status and Quotes In Hindi

Latest Love Status In Hindi With Image


Latest Love Status In Hindi

1) Chal mein waqt ban jata ho, tu lamha ban ja,
Mein tujh se gujar jata ho,tu mujh se gujar ja.

2) Seekha sirf pyar karna hi hai is nafrat ka dil pe koi jor nhi,
Ek tu hi hai dil mein mere,tere siwa dusra koi or nhi..

3) दुनिया के तमाम चेहरे चाहे गुमहरा कर दे हमको,
तुम्हे लाखों में ढूँढ ऐसी मोहब्बत है हमारी.

4) Mein kis mandir mein jaa kar karu puja,
Mere dil ne to bhagwan tujh mana hai..

5) चाहे ज़िन्दगी गिरवी ही क्यों ना रखने पड़े
पर किसी भी कीमत पे तेरी मुस्कराहट तुझ से दूर ना होने दे.

6) Zindagi jeene ke liye chahae kisi ki bhi zarurt ho
Hume to tera ehsaas kafi hai..

7) Panah hi mil jaye tere dil mein meri saanso ko,
To or koi khahish na rahe is bande ki.

8) उसकी रूठने की अदाएं भी गजब है,
बात करते करते कहती है देखलो में अब बात नही करुँगी.

9) Dur Talak zindagi mein roshni ho jaye,
Ager mera dil tere dil se mil jaye.

10) Ager tu mil jaye is nacheez ko,
To duniya ki kisi kushi ki khwahish na rahe hamari.

11) Teri mohabbat ke nashe mein doobe aise hai,
Ki har nasha feeka pad gaya hai jamaane ka.

12) तेरे प्यार में ये ज़िन्दगी जी रहे है
वरना इस जहान में रखा क्या है.

13) Dil mein chupi hai chahate kai,
Bayan kar de to tumhe mohabat ho jaegi humse..

14) Jab bhi hoti hai koi taklife
Tab dawa ki jagha tum bhi mil jao to chalega…

15) Jab jab sunata hon pyar mohabbat ki kahani kisi ko,
Tab tab har shabd ke sath tera naam hothon pe aa jata hai..

16) Pal bhar ki jhalk teri kya mil gai
Yakeen na hoa mohabbat kese kab shro ho gai.

17) Itni mohabbat bhi na kariye janab,
Ki hamari saanse bhi chale tu tumhare hi naam se.

18) Shayed honge is kainat mein kai tumhar chahane wale
Per hamare liye to kainat tum ho.

Read More: Best love Status In Hindi For Whatsapp

19) Ager mil jaye mujh muqddar ki kalam
To mein apni zindagi mein sirf tera sath likh do.

20) Dil ka dharkana or saanso ka chalna naya to nhi
Per ab iski wajha tum ban gaye ho..

21) Pahli bar mehsus hoa dil ka dharkana
Jab anjane me hi tumne dil pe hath rakh diya hamare..

22) Mera har ek khawab suhana ban jata hai
Jab khawabo mein didar tumhara mil jata hai..

23) Ek sapna sa lagta tha pyar
Tum kya mil gaye haqiqat ban gaya.

24) Khud ko tere daaman se lipet lo mein
Tum mohabbat samjh ke seene se laga lena..