Tag: Hindi

Latest Akelapan Shayari Sms In Hindi

Akelapan Shayari In HindiĀ  With Image


 

Akelapan Shayari

1) Sad Akelapan Shayari In Hindi

Bas ek akelapan hai sath mere,
Or nhi koi paas mere,
Jis jis ko di thi dil me jagha mein apne
Aaj wo sab chhod gaye hai hath mere.

 

2) Hindi Shayari On Akele (Akelapan)

Ab Akele raha nhi jata,
Ae khuda ab to kisi ka Sahara de de,
Or nhi rahe sakte hum tanhai ke saagar me
Tu koi tu hume kinara de de.

 

3) Sad True Hindi Shayari On Akelapan

Zindagi ka ek tamasha
yhe bhi hota hai,
Kahne ko sab sath hote hai
Par har insaan akela hota hai.

 

Read More: Sad Akelapan Shayari In Hindi

 

4) Dard Bhari Akelapan Shayari In Hindi

Akele zindagi ki raahon par chalte hai hum,
Apne aanso ko bhi ab peete hai hum,
Ab kisi ke sath ki is dil ko zaroort nhi
Ab apne hi dard ke sath rehe lete hai hum.

 

5) Sad Love Shayari On Akelapan

Zindagi ke zehar ko pi lenge hum,
Bin tere bhi ab jee lenge hum,
Ab nhi or tere sath ki zaroort hume
Ab to bas akele hi rehe lenge hum.

 

6) True Sad Akelapan Shayari

Apne apno ke bich bhi
Aaj anjaano wale jhamele hote hai,
Kitni badal gai duniya
Sab ke hote hue bhi
Hum bas akele hote hai.

 

7) Sad Mera Akelapan Shayari In Hindi

Mera akelapan hai bas sathi mera,
Or koi nhi hai paas mere,
Jo kehte hai mujhe sab se jyada apna
Wo ho kar bhi nhi hai sath mere.

Happy Mothers Day Shayari Sms In Hindi

Happy Mother Shayari With Image


Happy Mothers Day Shayari Sms In Hindi

 

1) Happy Mothers Day Shayari In Hindi On Maa

Wajood ki wajha hamare maa hoti hai,
Mili zindagi ki wajha maa hoti hai,
Jiske kadmo mein hi mil jata hai sansaar saara
Wohi ishwar ka roop maa hoti hai…

Happy Mothers Day

 

2) Mother’s day Shayari In Hindi OnĀ Apne Aanchal Mein

Apne aanchal mein sula ke,
Chain ki neend di humko.

Apne hathon mein ungli thaam ke,
Chalen ki seekh di hum ko.

Maa hai jo apni khushi luta ke hum pe,
Hamare jivan mein khushi di hum ko…

 

3) Best Hindi Mothers Day Shayari

Takleef mein uska sath nibhana,
Uski khushi mein bhi khush ho jana,
Jisne luta diya jivan apna hum pe
Tum kabhi naa us maa ko chod ke jana.

 

4) Hindi Mothers Day Shayari For Maa

Mere hone ki wajah meri maa hai,
Meri is zindagi ki wajah meri maa hai,
Sab kuch mera meri maa hai
Meri khushi, mere hothon ki hasi meri maa hai..

 

Read More: Top Latest Mothers Day Shayari

 

5) Happy Mothers Day Shayari On Bas Itni Si Dua

Bas itni dua khuda mere qabool kar de,
Meri maa ki zindagi ko khushiyon se full kar de,
Jitni di khushiyan usne mujhko
Usse kai jada tu uski zindagi me bhar de.

 

6) Mothers Day Shayari On Nhi Maa Koi Tujh jaisa

Nhi Maa koi tujh jaisa,
Jo sath mera nibhata hai,
Mere lafzo ko sab samjh lete hai
Par teri tarha koi mere dil ko nhi samjh pata hai.

Happy Mothers Day Maa

 

Mothers Day Shayari

 

7) Mothers Day Shayari For Maa In Hindi

Bas teri ek hi dua se,
khushiyan meri zindagi me bharpur ho jati hai,
Tu Pyar se hath kya ghumati hai sir par maa
Meri sari pareshaniya dur ho jati hai.

 

Read More: Good Morning Shayari For Maa

 

8) Special Mothers Day Shayari For Maa

Nhi chahiye duniya na ye sansaar chahiye,
Mujhe chahiye bas maa tera pyar chahiye,
Kainaat bhi fiki lagti hai jiske samne
Maa bas mujhe wo tera dulaar chahiye.

 

9) Short Mothers Day Shayari Sms On Maa Tu hi hai Khuda

Tujhse badkar na hai koi,
Na tujhsa koi pyara,
Maa tu hi hai khuda hamare liye
Jisne hum pyar se paala.

 

10) Hindi Shayari For Mothers Day

Nhi deta koi maa jitna pyar,
Maa se chalta hai ye sansaar,
Hai uska sath to har din khushiyan sath hai
bin uske khali jholi khali hath hai.

 

11) Touching Mothers Day Shayari On Maa

Apne bachho par jaan lauta ti hai,
Maa yun hi nhi maa kehlati hai,
Bhar deti hai apne bacchon ka pet
Bhale khud bukhi so jati hai.

 

12) Best Shayari On Mother Day In Hindi

Pyar dular wo deti hai,
Apne hathon se chehra mera sawar deti hai,
Badi se badi balaaon ko
Maa meri chutki me mita deti hai.

Happy Mothers Day

 

13) Pyar Bhari Shayari For Mothers Day

Jahan mein pyar ki murat hoti hai maa,
Itni khubsurat hoti hai har maa,
Apne bacchon par apna sab kuch lauta deti hai,
Yun hi nhi bhagwan ka dusra naam hoti hai maa.

Happy Mothers Day