Kabhi ikrar karna ho to humse karna,
Kabhi izhar karna ho to humse karna,
Mar na jaun kahin tumhe na paakar isiliye,
Kabhi pyar karna ho to humse karna…
Mujh ko phir wahi suhana nazara mil gaya,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu,
Jab mujhe teri baahon mein sahara mil gaya.