Posted inLove Shayari

Awesome Romantic Love Shayari In Hindi

Romantic Love Shayari For Girlfriend Boyfriend


Awesome Romantic Love Shayari In Hindi

 

1) Best Romantic Love Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Kya mangu khuda se aap ko paane ke baad,
Kiska karu intezar zindagi me apke ane k bad,
Kyu pyar pe jaan lutate hain log,
Aaj malum hua hain aap ko paane ke baad..!!

 

2) Hindi Romantic Shayari For Love

Chalo mohabbat ko thoda sawaar lete hai,
Thoda pyar tum kar lo thoda hum kar lete hai,
Zindagi me prem se bhare pyale jo adhe ho gaye
Chalo unhe wapic pura bhar lete hai.

 

3) Pyar Bhari Romantic Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Dhoop mein tere aanchal ka ehsaas hota hai,
tanhai meine tera bhaon me aane ka ehsaas hota hai,
Tu bhale humse kitna dur ho,
Hume to har lamha lagata hai tu hamare pass hota hai.

 

Romantic love couple images

 

4) Latest Love Hindi Shayari For Girlfriend Boyfriend

Rang jo bhare hai aapne,
Mohabbat ke jivan me hamare,
Aap ka ho jane ko mazboor kar rahe hai
Beinthaa ang ang ko hamare.

 

5) Most Romantic Shayari For Gf Bf Hindi

Aap meine kho jane ki chahat hai,
Aap ki aankhon ki geharai mein so jane ki chahat hai,
Sari hade tood ke aaj
Apke ho jaane ki hamari chahat hai.

 

Posted inLove Shayari

Hindi Love Shayari | Love Sms For Girlfriend Boyfriend

Hindi Love Shayari For Girlfriend Boyfriend And Husband Wife


Hindi Love Shayari |Love Sms For Girlfriend Boyfriend

1) Hindi Love Shayari For Love

Kash ye sama tham jaye abhi,
Kash ye lamha tham jaye abhi,
Yu hi najdikiya bani rahe bas
Fir chahe ye pal khatam ho na kabhi.

2) Best Touching Love Shayari In Hindi Font For Gf Bf

हल्की हल्की सी ये सर्द हवा जता मोहब्बत रही है,
तु खामोश है पर खामोशियाँ बता मोहब्बत रही है,
तेरे सामने होते हुए भी मेरी आँखे है बंद
फिर भी बंद आँखे तुझमे दिखा मोहब्बत रही है.

3) Latest Love Shayari From Heart

Teri sadgi ki koi inteha nhi,
Hum khud ke rahe hum nhi,
Kese sambhale khud ko is ulfat mein
Jab nazrein tujh se hate nhi.

4) Love Shayari In Hindi For Husband Wife

Aap ke hone se bani hai zindagi,
Aap ke hone se sazi hai zindagi,
Aap nhi to zindagi nhi
Or hai tu adhuri hai zindagi.

5) New Love Shayari For True Lover

Tere hothon ko apne hothon se chhu jaau mein aaj,
Is sama ko bandh lo mohabbat me.
Ehsaas dilau tujh har pal mein apna,
Dikhau kitni khwahish hai tujh pane ki meri chahat me.

Read More: I Love You Shayari Sms In Hindi For GF BF

6) Beautiful Love Shayari Sms In Hindi

Khushboo teri chhu jati mujh kuch aise hai,
Ki khubsurat pyar ka ahsaas jese hai,
Mujh mehsus hoti hai mohabbat bas
Ki tu yhi mere pass jese hai.

7) Best Hindi Shayari Sms On Love

Ishq mein tere deewana ho gaye,
Jal ke pyar ki shamaa mein parwane ho gaye,
Pehle to hoti thi hume sare jahan ki khabar
Per tum se mile khud se begane ho gaye.

8) Romantic Love Shayari In Hindi Font

दिल से एक बात बताओ सही,
अपने दिल में मेरी जगह दिखाओ सही,
मुझे खोना है तेरी मोहब्बत में
अपने सीने से लगाओ सही.

9) True Love Hindi Shayari Sms

Sajda tera karne se kaafir kahe koi,
Ye nhi sochta mein tumhe dekhne ke baad,
Karenge pyar tujh bhiga ke apni mohabbat mein
Bas itna hi socha tumhe chahne ke baad.

10) Long Shayari On Love In Hindi

Apni nazrein utha lo jara,
Apne dil mein mujh basa lo jara.

Mein karu to kya karu,
Ab tum hi ye bata do jara.

Humne bas chaha tujh hi hai,
Chahe to pyar hamara azam lo jara.