Posted inLove Shayari

Romantic Love Sms Shayari In Hindi For Gf Bf

Romantic Love Sms Shayari For Girlfriend Boyfriend


Romantic Love Sms Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend With Romantic Couple Image

 

1) Romantic Love Sms In Hindi

Seene se laga kar tujh aarzoo bana loon aaj,
Khushboo bana tujh saason mein basa loon aaj,
Mita ke fasle dono ke darmiyaan
Le tujh bahon mein apna bana loon aaj.

 

2) Best Love Sms In Hindi For Girlfriend

Mile jo aap kuch kaas mila hume,
Tanha zindagi mein ek khubsurat sath mila hume,
Jis pyar ki hoti hai sab ko apni zindagi me chahat
Bas wohi pyar ka ehsaas aaj mila hume.

 

3) Very Romantic Love Shayari For Boyfriend In Hindi

Aaj labon ko labon se chhu jane do,
Aaj bahon mein tumhari simat jaane do,
Roko na toko naa aaj humko
Bas mohabbat mein doob jane do.

 

Check More: Romantic Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

4) True Love Shayari Sms In Hindi For GF Bf

Ishq hai tum se zindagi se jada,
chahat hai tumhari khud se jada,
Aazmana ho to aazma lo
Meri zindagi mein kuch nhi tum se jada.

 

Romantic Love Sms Shayari In Hindi For Gf Bf

 

5) Latest Two line Short Love Sms In Hindi For Boyfriend

Louta ke mohabbat bas itna chahau mein,
Mein khud ki na rahu bas teri ho jau mein.

 

6) Hindi Romantic Shayari Specially For Love

Ankhon se Ankhe mila aitbar kar loon,
Sanam tujhe bepanha pyar kar loon,
Bandh loon is pal ko pyar mein
Or mohabbat beshumar kar loon.

 

7) Romantic Shayari For Girlfriend Boyfriend

Har ghadi sath tum rho hamare,
Har lamha bas aise raho jaise tum ho bas hamare,
Tum nhi to ab kuch nhi
Na jeeni ab ye zindagi bin tumhare.

 

Posted inGood Night Shayari

Good Night Romantic Love Shayari Sms In Hindi

Romantic Good Night Love Shayari Sms For Gf Or Bf


Good Night Romantic Love Shayari

 

1) Romantic Good Night Shayari Sms For Boyfriend

Mere hatho mein tera hath ho,
Meri tanhaiyo mein tera sath ho,
Or ho sard raat khamosh
Hum ho teri baahon mein or pyar ki baat ho.

Good Night My jaan…

 

2) Romantic Good Night Shayari For My Love

Fir wo haseen raat ho jaye,
Nigahon-nigahon mein baat ho jaye,
Hum khamohsi se dekhte rahe tum ko
Or tumhare hotho ki surkhiya hamare hotho ke sath ho jaye.

Good Night My Love…

 

3) Romantic Good Night Shayari On Aaj Had Se Gujar Jaane De

Aaj had se gujar jaane de hame,
Tere dil mein utar jane de hame,
Aaj raat bhul ke is duniya ko
Bhar ke tujh bahon mein tera ho jane de hame.

 

Read More:

 

4) Cute Good Night Love Shayari For Girlfriend Boyfriend

Mera din tere sath ho to acha hai,
Meri raat tere sath ho to acha hai,
Or koi fariyad nhi hai khuda se hamari
Bas tera sath mere sath ho to acha hai.

 

Good Night Romantic

 

5) Best Romantic Good Night Love Shayari Sms In Hindi

Din mein rehta hai tera intezaar,
Or raat ke sath teri yaad ati hai,
Wese to tere bin hum khamosh rehte hai
Per muskura dete hai ham jab hotho pe teri baat aati hai.

 

6) Lovely Romantic Good Nigh Shayari For Someone Special

Sapno ki tarha tujh saja ke rakhon,
Bahon mein apni chupa ke rakhon,
Mohabbat karo tujh raat bhar bepanha
Or hamdam tujh apna bana ke rakhon.

Good Night Dear…

 

7) Long Romantic Good Night Shayari

Baahon mein tujh chupa ke rakhon,
Dil ko tujh se laga ke rakhon.

Tum aao raato ko mere khawab me,
Or mein tumhe khwabon me saja ke rakon.

Na ho jo mohabbat kabhi khatam,
Tumse wesi mohabbat bana ke rakhon.

Good Night My Sweet Jaan…

 

Read More:

 

8) Sweet Good Night Love Shayari For Gf Bf

Jese gulaab ki khushbu rum jati hai hawao mein,
Wese tum hamari saanson mein rum jao,
Aao hamare khwabon mein hum se milne
Or bas hamare ban jao.