Sad Shayari Painful Sms In Hindi

Sad Shayari Painful Sms In Hindi With Picture


Sad Shayari Painful Sms In Hindi1) Very Sad Shayari On Na Seekh Paye

Dard shena na seekh paye,
Leke aankho mein aasu hasna na seekh paye,
Onhone to seekh liya hamare bin jeena
Bas hum unke bin jeena na seekh paye.

2) Sad Painful Shayari On Muskura Na Sake

Unhe yaad na ayi per hum bhula na sake,
Dil ka dard na kisi ko suna sake,
Wo to chal gaye muskura ke
Per hum kabhi muskura na sake.

3)  Painful Dard Bhari Sad Shayari Quote In Hindi

Kese bataye alfaaz nhi hai,
Mere dard ka kisi ko ehsaas nhi hai,
Meri aankho mein aasu hai to bas isliye
Ki jise chaha bas wo mere pass nhi hai.

4) Painful Broken Heart Sad Shayari On Jaan Baki Hai

Tut ke bikhar gaye hai,
Per abhi kuch saanse baki hai,
Dil kare tumhara to lout aana dard dene
Abhi mujh mein jaan baki hai.

5) Sad Yaad Shayari Message On Yad Aati Rahi

Saase tham ne lagi or jaan jati rahi,
Dil tutne laga or awaz aati rahi,
Jo gaye bhul ke unhe to yad na ayi hamari
Bas hame hi unki yad aati rahi.

6) Hindi Broken Heart Sad Shayari Sms

Dil ke dard ko chupana mushkil ho gaya,
Tutne ke bad muskurana mushkil ho gaya,
Wo chod ke bhi gaye hame aise tanha mod pe
Jha se hamra lout ke aana mushkil ho gaya.

Broken Heart Sad Shayari | Very Sad Quotes In Hindi

Broken Heart Sad Shayari Sms In Hindi With Image


broken-heart-sad-girl-with-rose1) Broken Heart Very Sad Love Shayari

Kyo rula diya hame hasane ke bad,
Kyo bhula diya tumne apna banana ke bad,
Khud chal diye roshni me ghar basane
Kyo hame tanha chod diya andhero me ley jane ke bad.

2) Sad Broken Heart Sms Shayari

Kyo tum khafa ho gaye,
Mujh chod kyo mujh se juda ho gaye,
Humne to khud ko tum pe nisar kar diya tha
Fir kyo tum hum se door bewajha ho gaye.

3) Broken Heart Shayari Her To Him

Mujh Anjana bana diya,
Tod ke dil mera mujh bejaan bana diya,
Mujh se kar ke kinara
Kyo tumne khud ko kisi or ka bana diya.

4) True Love Broken Heart Shayari In Hindi

Uske pyar mein hum taraste rahe,
Khamoshi se beth or dil se rote rahe,
Unhone bhi kar diya paraya hame is tarha
Ki jitna hum pas jate unke utna wo hamse door hote rahe.