Posted inSad Shayari

Latest Sad Maut Shayari In Hindi | Maut Shayari For Gf BF

Very Sad Maut Shayari With Image


Latest Sad Maut Shayari In Hindi

1) New Sad Maut Shayari On Chhod Ke Ye Jisam

Chhod ke ye jisam ab kahi dur chale jayenge,
Fir kabhi na hum laut ke aayenge,
Nhi jeeni kisi or ke sath hume ye zindagi
Kyoki bin tere ye zindagi hum jee na payenge.

 

2) Very Sad Maut Shayari On Maut Ki Wadaiyon Se

Maut ki wadaiyon se laut ab hum kabhi na aaynge,
Jitna kaha tha tumne dur usse kahi jada dur chale jaynge,
Tum royoge mujhe har tanha raaton me
Jab tumhe tut kar hum yaad ayenge.

 

3) Best Maut Shayari For Girlfriend Boyfriend

Hum khud ki maut mare hai sanam,
Tum khud par iska ilzaam na lena,
Jaalim duniya kare chahe lakho sawal
Tum apni jubaa se mera naam na lena.

 

4) Latest Sad Maut Shayari Sms In Hindi

Ye maut badi sayani nikli,
Jo apke pyar me aayi hai,
Hum apke nhi ho sake bas isliye
Hume sab se dur le aayi hai.

 

5) Dard Bhari Maut Shayari In Hindi

Kya kasur dun maut ko jab zindagi bewafa nikli,
Mujh ko sath apne le sab se dur nikli,
Koi wajha hi nhi rahi ab kuch bolne ki
Jab zindagi hi meri mujhse khafa nikli.

 

6) Dard Bhari Maut Shayari For Gf Bf

Uski chahat me khud ko bhula baithe,
Sirf uske liye khud ke dil ko rula baithe,
Itni Mohabbat ke baad bhi thukra diya unhone
Bas isliye khud ko maut ki need sula baithe.

Posted inSad Shayari

Tanhai Shayari | Sad Tanhai Sms In Hindi

Tanhai Shayari With Image


Tanhai Shayari

1) Latest Sad Tanhai Shayari

Khomoshi ki kaid hoti hai,
Aankho me pani hota hai,
Uske yaad me hum waha chale jate hai
Jaha bas tanhai ka mausam hota hai.

 

2) Very Sad Tanhai Shayari In Hindi Font

तन्हाई में डूब रहे हम सुबह शाम है,
होठों पर रहता सिर्फ तेरा नाम,
क्यों कहा चले गए तुम हमे तनहा छोड़
करता ये सवाल हमे हर वक्त परेशान है.

 

3) Best Shayari On Tanhai In Hindi

Mehfilo me hasna mizaz hai,
Tanhai me rona raaz hai,
Dil ka dard zahir nhi hone dete
Bas kuch aisa hi hamara andaaj hai.

 

4) Dard Bhari Tahai Shayari

Katra katra tod rahi hai,
Dil ko mere nichood rahi hai,
Ye tanhaiya uske chale jaane ke baad
Mujhe andar tak jhinjhud rahi hai.

 

5) Tanhai Shayari On Meri Tanhaiyan

Meri tanhaiyan bhi ek gazal gungunati hai,
Jab jab mujhe uski yaad aati hai,
Keh kar tujhe bada garur tha apni mohabbat par
Hume bar bar satati hai.