Posted inDiwali Shayari

Diwali Very Sad Sms Shayari In Hindi

Heart-Touching Sad Diwali Shayari in Hindi

Diwali is traditionally known as the festival of lights, joy, and togetherness. But when you are nursing a broken heart or missing someone special, the shimmering lights and celebrations can feel deeply lonely. If you are searching for words to express your silent pain, loneliness, and painful memories yaad, you are in the right place. Below is a curated collection of Sad Diwali Shayari in Hindi capturing the essence of heartbreak, unrequited love, and tears hidden behind festive smiles. Whether you want to update your WhatsApp status or share a painful SMS, these verses speak the language of a sorrowful soul.

 

Heart-Touching Sad Diwali Shayari in Hindi

 

1) Sad Diwali Shayari in Hindi On Yaad

Tumhare Lout aane ki fariyad karte hai hum,
Tanhaiyon se baat karte hai hum,
Shayed tum bhool gaye hume
Par aaj bhi har diwali diya jala kar tumhe yaad karte hai hum..

 

2) Very Sad Diwali Shayari On Mohabbat & Heartbreak

Lo aansuon ka diya jala diya humne,
Teri yaadon ko khud me se mita diya humne,
Jo tere liye mohabbat ubhar aati thi bar bar dil mere
Usse dil ki gehrai me dafna diya humne.

 

3) Hindi Sad Deepavali Quotes From a Broken Heart

Toote dil ke sath diye jalaye kaise,
Aansu se bhari aankho ke sath muskuraye kaise,
Jo hume bhula kisi or ka ho gaya is diwali
Bhala hum usse bhulaye kaise…

 

4) Emotional Diwali Shayari Message: Wajha Na Pucho

Wajha na pucho khushi na banane ki,
Khamosh rahe kar aansu bahane ki,
Ek roz aisi hi diwali pe chhod chale gaye the wo
Jo the sirf wajha mere muskurane ki…

 

 

Read More: Sad Diwali Shayari Sms In Hindi For Gf Bf

 

5) Sad Diwali Shayari in Hindi Font

दर्द के दिए जल रहे है,
आँखों में आंसू पल रहे है,
गिराकर हमे तन्हाई से भरी ज़िन्दगी में
सुना है वो किसी और के साथ ख़ुशी की राह चल रहे है.

 

Sad Diwali Shayari

 

6) Sad Diwali Status in Hindi Font

बिन तेरे दिवाली भी तो क्या दिवाली,
तनहाईयाँ सजी है मेरे चारो और
और आँखे नही होती आंसुओ से खाली..

 

7) Dard Bhari Diwali Shayari for Lost Love

Aanuso se bhar gaya diya jalane se phele,
Toot gaya dil khushiyan manane se phele,
Jis se karna tha izhaar hume mohabbat ka
Wo ho gaya aaj kisi or ka hamara ho jane se phele.

 

8) Broken Heart Sad Diwali Shayari & Poems

Toote dil ke sath kaise muskuraye,
Dard ke sath kaise diwali manaye,
Kash pighal jaye hum bhi jalte mom ki tarha
Or kahi dur is duniya se chale jaye.
~Lovejeet Singh

 

9) Very Heart Touching Diwali Sad Shayari

Badi khamosh si hi hoti hai diwali meri,
Jis par chaha kar bhi mere lab muskurate hi nhi,
Ek us shaks ke chale jane ke baad se hi
Hum kabi diwali manate hi nhi.

 

Check More:

 

Posted inBirthday Shayari

Sad Birthday Shayari Sms In Hindi

Sad Birthday Shayari Sms and Messages In Hindi

A birthday is usually celebrated with joy, laughter, and loved ones. But for those carrying a heavy heart or dealing with unfulfilled expectations, it can bring quiet moments of solitude. If you are spending your day alone, here is a handpicked collection of Sad Birthday Shayari in Hindi, broken heart SMS, and lonely birthday quotes to help you express your unspoken feelings.

 

Sad Birthday Shayari Sms In Hindi

 

1) Sad Birthday Shayari Sms In Hindi

Na wajha hai ab koi
Na khwahih hai aaj ke din ko manane ki,
Kisi or ka to pata nhi
Hamari to chahat bhi nhi muskurane ki.

 

2) Janamdin Ki Sad Shayari

Mera janamdin mein tanha hi manaogi shayad,
Logo ke bich na sahi per andhero mein banaogi shayad,
Hume pata hai na to koi apna ayega na koi paraya
Isliye kosis karungi sab kuch bhulne ki or khud ko hasaon gi shayad.

 

3) Very Sad Birthday Broken Heart Shayari On Uske Intezar

Uske intezar mein din beet gaya,
Uske intezar me hr pal beet gaya,
Wo khete the hum honge tere sath har khushi mein
Or mein pucha to kha wo kal beet gaya.

 

4) Birthday Sad Sms Shayari For Someone

Jo kheta tha rahunga sath tere,
Wo aaj ke din hi nhi aa saka apna,
Hum hi pagal the jo aitbar kar bete un per
Shayad uski bate thi bas ek jhuta sapna.

 

Sad Birthday Shayari

 

5) Sad Birthday Heart Broken Sms In Hindi

Dil ki kuch baato ko dil mein daba liya humne,
Apne khawabon ko logo se chupa liya humne,
Sab aye per nhi aaya wo apna
Isliye apni hasi ko hothon se mita diya humne.

 

Check More: Sad Good Night Shayari

 

6) Birthday Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

Andhere mein khud ko chhupa kar,
khamosh hum rehna pasand karte hai,
Hamare hi din par humse koi nhi milta
Isliye hum tanha rehna pasand karte hai.

Sad Birthday To Me !