Ehsaan kiya hai usne mujh pyaar sikha kar,
Kya hoti hai chahat ye mujh bata kar,
Judai hi hota hai pyaar ka asli matlab,
Chhod diya mera saath bas itna bata kar.
Har pal usse sochna,
Har pal usse khojna,
Kabhi use paa lena,
Kabhi use kho dena,
Main ajeeb, meri mohabbat us se bhi ajeeb,
Kabhi use yaad karna,
Aur phir oske liye hi ro dena.