Romantic Love Shayari On Agar Teri Aankhon Mein
Agar hum teri aankhon mein basna chaye to kya karo gay,
Agar hum teri bahon mein khona chaye to kya karo gay,
Tum hume apna banate nhi
Par hum tere hona chaye to kya karo gay..

Love Shayari On Teri Muhabbat
Teri muhabbat mere naam karlun to main chalon…
Tere dil mein apna muqaam karlun to main chalon…
Abhi to bas qadam rakha hai muhabbat mein humne…
Ulfat mein khud ko badnaam karlun to main chalon…
Hamare tarruf ki parwaah kise hai teri mehfil mein…
Sar-e-bazm tujh ko salaam karlun to main chalon…
Honton ka kamaal to jante hai,aankhon ka huner dekho…
Izhaar-e-muhabbat sar-e-aam karlun to main chalon….
Saaqii tere jalwon ki numaish ke charche khoob hain…
Deedar se tere par kasaa-e-jaam karlun to main chalon….