Posted inLove Shayari

Love Shayari For Boyfriend In Hindi

Latest Love Shayari For Boyfriend With Image


Love Shayari For Boyfriend In Hin

 

1) Romantic Love Shayari For Bf In Hindi

Had se chal aaj guzar chalte hai,
Chahato ke diye me chal dono jalte hai,
Ho kar aaj is kadar ek dusre ke
Is duniya ko chal bhul chalte hai.

 

2) True Love Shayari In Hindi For Boyfriend

Tujhko apni rooh me utaar loon,
Khud ko teri chahat me sawaar loon,
Nhi chaiye mujhe is duniya se kuch or
Bas ek mil jaye to apni zindagi guzaar loon.

 

3) Most Romantic Love Shayari For Bf

 

Ek tera sath na ho humdam to kya jeena,
Tujh se baat na ho humdam to kya jeena,
Banaya hai tumko apne dil ki dhadkan
Ager tumhi dil ke pass na ho to kya jeena.

 

4) Touching Love Shayari For Boyfriend

Dil ki itni si baat ko aaj khena hai,
Dhadkan ban ke hume tere dil mein rehna hai,
Kal kabhi rok naa jaye meri saanse
Isliye har pal ko tere sath jeena hai.

 

5) Two Line Love Shayari For Boyfriend

एक तुम और साथ तुम्हारे मोहब्बत,
बस इतना ही काफी है ज़िन्दगी जीने के लिए।

 

6) Special Love Shayari In Hindi For Boyfriend

Hasna hai hume apni khushi tumhe bana ke,
Chahna hai hume apni khwahish tumhe bana ke,
Hum nhi jee sakte bin tumhare ek pal bhi
Hume jeena hai to apni jindgi tumhe bana ke.

 

Read More: Top 10 Romantic Love Shayari For Gf BF

 

7) Very Romantic Love Shayari For Bf

Mohabbat ko had se guzar Jane dena aaj,
Rokna na mujh tujh pe bikhar Jane dena aaj,
Mein ho jana chahti ho bas ek teri
Mujh teri bahon mein simat Jane dena aaj…

 

8) Best Hindi Love Shayari For Boyfriend

Kurbaan hai tujh pe har khushi humari,
khwaishein Hamari or tamana hamari,
Hume or kuch nhi chahiye bas tumhare siwa
Kyoki tum hi ho hamari jindgi or jeene ki wajha hamari.

 

9) Real Love Shayari For Bf In Hindi

Hume aadat ho gai hai tumhari is tarah,
Ki dil karta hai tumko khud mein basa le,
Bana ke tumhe apne jeene ki wajha
Apne dil ki dhadkan apni saanse tumhe bana le.

 

Posted inRomantic Shayari

Romantic Miss You Shayari For Husband Wife

Miss You Shayari For Husband Wife In Hindi


Romantic Miss You Shayari For Husband Wife In Hindi

 

1) Romantic Miss You Shayari For Husband

Subha se sham rehta hai intezar,
Didar ke liye dil reha hai bekara,
Kitna karte hai yaad tumhe hum tanha ho kar
Kar nhi sakte lafzo mein ye izhaar.

Miss You & Love You

 

2) Romantic Best Miss You Shayari For Wife

Har chahere mein tumhara chera nazar aata hai,
Tumhe soch soch ke dil mera dhadkne badata hai,
Tumhare bin ek lamha bhi nhi raha jata hai
Tumhari yaad mein na pucho kya haal ho jata hai.

Love You Dear

 

3) Pyar Bhari Miss You Shayari For Wife Husband

Band ho aankhen yaa khuli ho meri,
Tera ask dikhai deta hai,
Nhi rehta kaabu mein mere
Dil mera bas teri yaad mein khoya rehta hai.

 

4) Cute Miss You Shayari For Husband Wife

Tumhari yaad mein kya haal hota hai hamara,
Jaan kar bhi tum kyo anjaan bante ho,
Hum ek pal nhi reh sakte bin tumhare
Or tum dino ki baat karte ho.

 

5) Miss You Shayari For Loving Husband Wife

Tumhari duri dil ko hamare tadpati hai,
Na pucho kitni yaad hume tumhari satati hai,
Hum kisi ko batate nhi kitna yaad karte hai tumhe
Par hamari khamoshi sab jatati hai.

 

6) Romantic Miss You Shayari Message In Hindi For husband Wife

Milne ko tarasti rheti hai hamari ankhen
Tumse milne ko dil tadapta rheta hai,
Kuch pal ki duri hoti hai tumse
par yaadon ka tufaan din se shaam tak chalta rheta hai.