Posted inZindagi Shayari

Very Sad Life Shayari In Hindi

Very Sad Life Shayari Sms Quote In Hindi


 

Sad Zindagi Shayari

 

1) Sad Zindagi Shayari In Hindi

खुद से ही नाराज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
साथ के लिए मोहताज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
मुकम्मल कोशिश की मुस्कुराने की
पर दर्द से भरी किताब हो बैठी मेरी ज़िन्दगी.

 

2) Best Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi khamoshi me beet rahi hai,
Dard hume apna bana raha hai,
Tanhai ki aag mein jal rahe hai aise
Jese koi kagaz aag me jalta jaa raha hai…

 

3) Sad Bewafa Zindagi Shayari

Zindagi saza si ho gai hai,
Lagta hai khafa si ho gai hai,
Kya baton kisi ko apni is zindagi ke bare me
Jo mujh se hi bewafa si ho gai hai.

 

Read More: True Sad Life Shayari And Sms In Hindi

 

Very Sad Life Shayari In Hindi

 

4) Sad Life Shayari On Ek Hamari Zindagi Suni Rah Hai

Logo ka daman bhar gaya sitaro se,
Ek hamari zindagi suni rah gai,
Khuda kar raha tha puri sab ki khwahishein
Fir na jaane kyo hamari khwahish adhuri rahe gai.

 

5) Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi ke zeher ko piye jaa rahe hai,
Dil ko apne chup rahne ko kahe ja rahe hai,
Dard tanhai khamoshi khai jaa rahi hai
Fir bhi ghut ghut ke jiye jaa rahe hai..

 

6) True Sad Life Shayari In Hindi

Na jane kis ore jaa rahi hai,
Hamari zindagi hume hi chhode jaa rahi hai,
Apne hi hatho se nikal kar
Jaise Raeth ki tarha hath se phisal jaa rahi hai.

 

7) Sad Life Shayari In Hindi

Halaton se maare jate hai,
Kismat kya apne bhi badal jate hai,
Ek mood aisa ata hai zindagi mein
Hum kitni kosis kare par haar jate hai.

 

Posted inRomantic Shayari

Latest Romantic Shayari For Wife

Latest Romantic Shayari For Wife In Hindi


Romantic Shayari For Wife In Hindi

 

1) Romantic Hindi Shayari For Wife From Husband

Zindagi ko hamari zindagi banaya,
Tumne aa kar khushiyon se sazaya,
Lamhe lamhe ko apne pyar se bhar ke
Hume tumne jeena sikhaya.

 

2) Hindi Most Romantic Shayari For Wife

Apne kajal meine basa lo humko,
Apne hothon se laga lo humko,
Kuch na rahe darmiya tumhare hamare
Kuch is tarha se seene se laga lo humko.

 

3) Love Romantic Shayari For Wife From Husband

Kashmakash zindagi mein chalti rhegi,
Tum sari zindagi bas mere rehna,
Hum ruk jayenge ho jayenge bejaan tumahre bin
Bas itna hi hamare dil ko hai tumse khena.

 

4) Best Romantic Love Sms Messages In Hindi For Wife

Tum me hi khoya rahun,
Bas tumahra hi hoya rahun,
Tum bin adhura mein
Sang tumhare hi pura rahun.

 

Check More: Romantic Love Shayari For Wife

 

5) Special Romantic Hindi Shayari For Wife

Har raah bas sath tumhare chali hai,
Har mood par sath tumahra chahiye,
Moahabbat se bhara hath tumahra hathon mein chahaiye
Hume bas yhi ehsaas sari zindagi chahaiye.

 

Latest Romantic Shayari For Wife

 

6) Pyar Bhari Shayari For Wife In Hindi

Hamare dil se pucho haal hamara,
Kitna jaruri hai hamare liye pyar tumhara,
Tum nhi to kuch nhi
Bin tumhare adhura hai jahaan hamara.

 

7) Heart Touching Romantic Shayari For Dear Wife

 

Paa kar tumhe sab paya liya,
Khuda ne hume khuda se mila diya,
Udas si chhoti zindagi ko
Apki hasi khushi se saza diya.

 

Read More: Romantic Good Night Shayari For Husband And Wife

 

8) Best Romantic Love Shayari For Wife In Hindi

Tujhe dekh kar jagna acha lagta hai,
Tere sath hume hamara din acha lagta hai,
Khushnaseeb hai jo paya tumko
Sath tumhare hume zindagi ka har lamha acha lagta hai.

 

9) Sweet Romantic Shayari For Wife

Tere sath se jada kuch nhi chahiye,
Tere sath hi hume zindagi chahiye,
Tu nhi to kuch bhi nhi
Fir na hume ye jism chahiye na jaan chahiye.