Posted inLove Shayari

Pyar Ki Shayari | Latest Pyar Sms Shayari For Gf Bf

Pyar Bhari Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend


Pyar Ki Shayari | Latest Pyar Sms Shayari For Gf Bf

 

1) Latest Pyar Bhari Shayari For Girlfriend

Kabhi alfaazo ko bhul jata hun,
Kabhi baato ko bhul jaata hun,
Tere pyar khota hun aise
Jate jate khud ko tere paas bhul jaata hun.

 

2) Romantic Hindi Shayari On Pyar

Tum nazron ko pad lo hamari,
Pyar tumse kitna hai lafzo me kya bataye,
Jo chiz dil se ki jaati hai
Usse tumhe shabdo me kya samjhaye.

 

Read More : Romantic Pyar Bhari Shayari For Lover

 

3) Pyar Ki Shayari For Girlfriend In Hindi

Pal bhar me tum chahat ban gaye,
Pal bhar me ho gaya pyar,
Kamal ka lamha tha wo
Jis lamhe me hua tha tera didar.

 

4) Best Pyar Ki Shayari For Boyfriend In Hindi

Zindagi jeene ki dua na do,
Bas pass aa jao mere,
Zindagi to khud be khud mil jayegi
Jab tum honge bhaon meri or hum honge pyar me tere.

 

5) Short Pyar Bhari Shayari For Gf Bf

Nasha tere pyar ka…
Jisme hum kho gaye,
Na jaane kab kaise
Sanam hum tere hi ho gaye.

 

Read More : Sacha Pyar Shayari Sms In Hindi

 

6) Hindi Pyar Bhari Love Shayari For Gf Bf

Tere didar se roshan hota hai,
Teri mehek se mehek jata hai jahan mera,
Pyar me tere khayalon me khoye rahte hai
Raaton ko bhi aata hai bas khwab tera.

 

Posted inGood Night Shayari

Sad Good Night Shayari For Girlfriend Boyfriend

Sad Good Night Shayari For Girlfriend Boyfriend


Sad Good Night Shayari For girlfriend Boyfriend

 

1) Very Sad Good Night Shayari In Hindi

Pal pal ke sath bikharte hai hum,
Aankhon se aansuon ki barsaat hoti hai,
Din tanhai bhara hota hai,
Or dard se bhari raat hoti hai.

 

2) Sad Dard Bhari Good Night Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Toote dil ke sath humne raate bitaayi hai,
Aansuon ko chipane ke liye humne aankhen dabai hai.
Koi jaan na le halaat dil ke hamare
Bas isliye har ghadi humne tanha bitaayi hai.

 

3) Sad Heart Broken Good Night Shayari Sms In Hindi

Chand bhi royega,
Mehfil ko bhi roulayenge,
Har ek aankh mein aansu hoga
Jab Dard-E-khani hum apni sunayenge.

 

4) Hindi Good Night Sad Shayari By Broken Heart

Na hasi na khushi,
Na labon par muskaan hoti hai,
chupana chahte hai sab se apna dard
Par halaat-e-dil aansuon se bayan hoti hai.

 

5) Latest Sad Good Night Shayari For Gf Bf In Hindi

Khud ko khoya sa mehsus karte hai,
Sehame se toote se mehsus karte hai,
Jeene ki chaha me bitate hai pura din
Par roz raat ko tanhai mein hum marte hai.

 

6) Painful Sad Good Night Shayari In Hindi For Gf BF

Kash sanse rokne mein taklif na ho,
Is khamosh raat ki subha na ho,
Bhale sab ho hume dekhne ke liye
Par kisi ko dekhne ke liye hum zinda na ho.