Posted inFestivals Shayari

Advance Happy Diwali Shayari Wishes Sms In Hindi

Advance Happy Diwali Shayari Wishes Sms In Hindi With Greeting Image


Advance Happy Diwali Shayari Wishes Sms In Hindi

1) Advance Happy Diwali Shayari In Hindi

Diyo ki roshni se zindagi apki roshan ho jaye,
Pawan Roshni se andhera dur ho jaye,
Mile apko sukh samridhi
Or khushiyo se apki zindagi bhar jaye.

Happy Diwali In Advance

 

2) Best Advance Happy Diwali Sms Wishes In Hindi

Na ho andhera kahin,
Ho itni roshni zindagi mein apki,
Khushiyan khushiyan ho bas
Or sab se achi ho diwali aapki.

 

3) Latest Advance Diwali Sms Shayari In Hindi

Ghar ko saja lena,
Naya tum bana lena,
Mata laxmi aye gi Diwali pe dwar tumhare
Sari tayari tum kara lena.

Happy Diwali In Advance!

 

4) Advance Diwali Wishes In Hindi

Roshan ho jahan,
Khushiyo ka ho naam,
Aane wali diwali per
Apki sab se achi ho shaam.

 

Check More: Happy Diwali Shayari Sms Wishes In Hindi

 

5) Diwali Advance Sms Wishes In Hindi Font

पटाखों की आवाज,
खुशियों की बहार,
आप सभी को मुबारक हो
आने वाला दिवाली का त्यौहार .

हैप्पी दिवाली इन एडवांस!

 

Advance Happy Diwali Shayari Wishse Sms In Hindi

 

6) Diwali Advance Shayari Sms For Friends

Diwali apki ho badiya wali
Sab se achi ho khushiyo wali
Tab hum mile na mile
Isliye abhi se apko Advance happy diwali.

Shubh Diwali In Advance!

 

7) Advance Diwali Short Wishes Sms In Hindi

Aane wali diwali,
Khushiya apko hazaro mile,
Sukh sampti mile
Jitni kisi or ko na mile.

Happy Diwali In Advance

 

8) New Advance Happy Diwali Shayari Message In Hindi

Charo or diye jalana,
Sab ko tum gale se lagana,
Apna paraya bhula ke sab
Aane wali diwali khushi se manana.

Happy Diwali In Advance!

 

9) Advacne Happy Diwali Wishes Shayari

Sukh mile sampatti mile,
Na ho kisi dukh se samna,
Hum mile na mile is diwali
Isliye Advacne Diwali ki Hardik Shubhkamna.

 

Posted inRomantic Shayari

Romantic Mausam Shayari For Girlfriend Boyfriend

Romantic Mausam Shayari For Girlfriend Boyfriend


Romantic Mausam Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

1) Romantic Mausam Shayari For Gf BF In Hindi

Hamara har wo mausam suhana hota hai,
Jab tumhara karib hamare aana hota hai,
Tez hawayein hum ko chhune lagti hai
Or dil mein tufaan ka uth jana hota hai.

 

2) Beautiful Romantic Mausam Shayari For Love

Jab jab mausam khubsurat ho jata hai,
Dil humara tumhari yaadon mein kho jata hai,
Baar baar tumhara khayal is tarha aata hai
Ki aankhen band karte hi didar tumhara ho jata hai.

 

3) Pyar Bhari Mausam Shayari For Girlfriend Boyfriend

Mousam ho gaya pyara hai,
Hawaon mein ek ishara hai,
Betab ho raha dil hamara hai
Kya apne hume pukara hai.

 

Read More: Romantic Barish Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

4) Khubsurat Mausam Shayari For Gf Bf In Hindi

Jitna khubsurat mausam hota ja raha hai,
Teri yaadon ka jor badta jaa raha hai,
Bechain ho rahe hai hum tere karib aane ko
Itna dil mein pyar umadta jaa raha hai.

 

5) Most Romantic Mausam Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Jis pal teri yaadon mein kho jate,
Wo pal hamare rangin ho jate hai,
Hum tadapte hai tujhse milne ko
Jab jab mausam haseen ho jate hai.

 

6) Hindi Romantic Shayari On Mausam For Gf BF

Tere pyar ki hawaon ko hum mehsus karna chahte hai,
Teri mohabbat ki barish mein bhig jana hum chahte hai,
Tum apne ishq ka Bhanwar le kar aao
Hum tumhare sath us Bhanwar mein ud jana chahte hai.