Posted inLove Shayari

Love Shayari For Couple

Love Shayari For Couple In Hindi


Love Shayari For Couple In Hindi

 

1) Romantic Love Shayari Girlfriend Boyfriend In Hindi

Lamho mein hota hai lamha sab se pyara,
Jis lamhe mein hota hai sath tumhara,
Hum to mureed hai bas tumhare
Hume to bas chaiye pyar tumhara.

 

2) Romantic Hindi Love Shayari Sms In Hindi

Tere khayalon mein khona acha lagta hai,
Hume bas tera hona acha lagta hai,
Tere sath bitaye har lamhe ko
Khubsurat yaadon ki tarha sanjona acha lagta hai.

 

3) Romantic Hindi Shayari For Husband Wife

Zindagi ke har pehlu mein,
Jarurt tumhari hoti hai,
Mana hum khamosh rehte hai,
Par dil ko chahat bas tumhari hoti hai.

 

4) Best Love Shayari For Married Couple

Chalo kuch baate purani kar lete hai,
Hum yaad yaadein purani kar lete hai,
Chalo kho jate hai fir us gehre pyar ki yaadon mein
Chalo fir us pyar ke lamhon ko dubar jee lete hai.

 

Check More: Hindi Romantic Shayari For Husband Wife

 

5) Couple Love Shayari For Him Her In Hindi

Sari zindagi bhar ka sath chahiye,
Hume bas ek tera sath chahiye,
Nhi chahiye ye khamosh zindagi
Bas jo tere sath beete wo zindagi chahiye.

 

6) Love Hindi Shayari For Him Her

Halat kya batayein hamare dil ka tum ko,
Bin Tumhare ye kitna tadapta hai,
Arbo logo se bhari duniya bhula kar,
Ye bas tum pe marta hai.

 

Posted inZindagi Shayari

Very Sad Life Shayari In Hindi

Very Sad Life Shayari Sms Quote In Hindi


 

Sad Zindagi Shayari

 

1) Sad Zindagi Shayari In Hindi

खुद से ही नाराज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
साथ के लिए मोहताज़ हो बैठी मेरी ज़िन्दगी,
मुकम्मल कोशिश की मुस्कुराने की
पर दर्द से भरी किताब हो बैठी मेरी ज़िन्दगी.

 

2) Best Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi khamoshi me beet rahi hai,
Dard hume apna bana raha hai,
Tanhai ki aag mein jal rahe hai aise
Jese koi kagaz aag me jalta jaa raha hai…

 

3) Sad Bewafa Zindagi Shayari

Zindagi saza si ho gai hai,
Lagta hai khafa si ho gai hai,
Kya baton kisi ko apni is zindagi ke bare me
Jo mujh se hi bewafa si ho gai hai.

 

Read More: True Sad Life Shayari And Sms In Hindi

 

Very Sad Life Shayari In Hindi

 

4) Sad Life Shayari On Ek Hamari Zindagi Suni Rah Hai

Logo ka daman bhar gaya sitaro se,
Ek hamari zindagi suni rah gai,
Khuda kar raha tha puri sab ki khwahishein
Fir na jaane kyo hamari khwahish adhuri rahe gai.

 

5) Dard Bhari Zindagi Shayari

Zindagi ke zeher ko piye jaa rahe hai,
Dil ko apne chup rahne ko kahe ja rahe hai,
Dard tanhai khamoshi khai jaa rahi hai
Fir bhi ghut ghut ke jiye jaa rahe hai..

 

6) True Sad Life Shayari In Hindi

Na jane kis ore jaa rahi hai,
Hamari zindagi hume hi chhode jaa rahi hai,
Apne hi hatho se nikal kar
Jaise Raeth ki tarha hath se phisal jaa rahi hai.

 

7) Sad Life Shayari In Hindi

Halaton se maare jate hai,
Kismat kya apne bhi badal jate hai,
Ek mood aisa ata hai zindagi mein
Hum kitni kosis kare par haar jate hai.