Posted inRomantic Shayari

Best Romantic Shayari For Wife

Best Romantic Shayari For Wife With Image


Best Romantic Shayari For Wife

 

1) Romantic Shayari For Wife In Hindi

Meri chahato ka bas itna afsana hai,
Khud ko bhula ke bas tera ho jana hai,
Doob kar aaj teri ankhon ki gehraiyon me
Pyar kis kis tarha hota hai itna batana hai.

 

2) Shayari For Wife From Heart

Mere dil ke haal ki har khabar tum rakhte ho,
Door hota hun fir bhi mera khayal tum rakhte ho,
Meri chhoti chhoti bato ke liye tum khud ko bhula dete ho
Itna kitna pyar tum dil me mere liye rakhte ho.

 

3) Most Romantic Shayari For Wife

Jara dekhna mere dil ko aa kar ise hua kya hai,
Paglo ki tarha dhadak raha hai jab se tumne chhua kya hai,
Khuda ke dar par bhi tumhe itna sochta hai
Ki hum bhul jate hai kya namaz or dua kya hai.

 

4) Special Hindi Shayari For Wife

Hum bhi likh rahe hai ek kitaab apni,
Likhni hai jisme tumhari chahat hai kitni,
Par pareshaan hai hum ek sawal ko le kar
Kitaab me likhe tumhe mohabbat ya jaan apni.

 

Read More:

 

5) Beautiful Hindi Romantic Shayari For Wife

Kabhi juda na ho paye tujhse tu itna pyar bhar de,
Zindagi mein meri tu apni mohabbat aaj bhar de,
Jata le pyar tu bhi mujhe apni bhaon me le kar,
Fir chahe subha se shaam kar de.

 

Best Romantic Shayari For Wife | Love Shayari For Wife

 

6) Wife Ke Liye Shayari

Apne lafz apni baate bhul jata hun,
Jab aata hun tere paas mein sare kaam bhul jata hun,
Jaata hun jab bhi har roz me kaam pe
Khud ko tere paas bhul jata hun.

 

7) 2 Line Romantic Shayari For Wife In Hindi Font

दीदार से ही आपके नशा ना जाने क्या चढ़ जाता है,
दिल सुनता ही नही मेरी बस आपकी और बढ़ जनता है.

 

8) Hot Romantic Shayari For Wife in Hindi

Thodi shararat aaj ho jane do,
Qareeb Mujhe apne thoda or ho jane do,
Hum dono hi na bacha paye aaj khud ko
Itni mohabbat ki aag lag jane do.

 

9) Romantic Shayari For Wife On Tareef

Kitni haseen ho tum,
Kitna khubsurat chehra tumhara hai,
Logo ne kaha hoga tum chaand ka tukda ho
Par hume to lagta hai chaand khud tukda tumhara hai.

 

10) Touching Romantic Shayari For Wife In Hindi

Har dua me sirf ek tujhe hi managa hai,
Humne dil se wafa se manga hai,
Hum jee nhi payenge ek pal bhi tumhare bina
Bas yhi khe kar to tujhe khuda managa hai.

 

11) Best Romantic Shayari For Wife In Hindi Font

काम से फुर्सत लेकर मुझे थोडा करीब आने दो,
आज मुझे तुम खुद में मिल जाने दो,
ज़िन्दगी में तुम्हारी में जोड़ दूँ एक और हसीन पल
कुछ इस तरह मुझे आज मोहब्बत जताने दो.

 

12) Very Romantic Shayari in Hindi for Wife

Koi nhi laga is dil ko aap sa pyara,
Itna khaas itna hamara,
Ho kar zindagi me dakhil hamari
Ban gaya dil ka sahara.

 

Posted inRomantic Shayari

Mohabbat Shayari For Girlfriend Boyfriend

Mohabbat Shayari For Girlfriend Boyfriend


Mohabbat Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

1) Beintehaa Mohabbat Shayari For For Gf Bf In Hindi

Is kadar hum tum par mar baithe hai,
Mohabbat beintehaa kar baithe hai,
Tum ho to sab kuch hai
Bin tumhare to naa jeene ki khwahish kar baih hai.

 

2) Best Mohabbat Shayari For Love In Hindi

Jo tumse hai wo kya hai pata nhi,
Ise mohabbat khe ya kuch or pata nhi,
Tumhe dekh dekh kar saanse lete hai
Bin tumhare jee payenge ya nhi pata nhi.

 

3) Sachi Mohabbat Shayari In Hindi

Mohabbat kitni hai tumse mana hum batate nhi,
Bas ye jaan lo khona tumhe hum chahate nhi,
Kuch mazburiyon se chup hai hum,
Bas isliye mohabbat ka izhar labon par laate nhi.

 

Check More: Romantic Mohabbat Shayari In Hindi

 

4) Khubsurat Mohabbat Shayari For Husband Wife

Chandi raato mein chamkta chaand ho tum,
Meri mohabbat meri jaan ho tum,
Zindagi mein khushiyon ki wajha ho
Meri muskaan ho tum.

 

5) Romantic Mohabbat Shayari For Girlfriend Boyfriend

Dil ki baate juban par aane lagi,
Mohabbat aise rang dikhane lagi,
Ye kaisa nasha ye kaisi deewangi
Har surat mein teri surat nazar aane lagi.