Posted inSad Shayari

Pyar Mein Dhokha Shayari Sms Status In Hindi

Pyar Mein Dhokha Shayari From Broken Heart

Find the best Pyar Mein Dhokha Shayari Sms Status In Hindi to express your broken heart pain. Relationship breakups and betrayal hurt deeply. These emotional lines will help you share your feelings on WhatsApp and Instagram, perfectly capturing the sadness of being cheated on by someone you loved.

 

Pyar Mein Dhokha Shayari

 

1) Pyar Mein Dhokha Shayari From Broken Heart

Khud ka kuch aisa haal kar baithe hai,
Dua khuda se kuch is baar kar baithe hai,
Humko hamare toote dil ko ab
Khuda se mita dene ki chahat kar baithe hai.

 

2) Dard Bhari Pyar Mein Dhokha Shayari In Hindi

Ek ek aansun apni ankhon ka chipa rahe hai,
Na puch kaisi jhuti hasi liye muskura rahe hai,
Tere bare mein koi puchta hai to sab thik bata rahe hai
Par ander hi ander hum toote jaa rahe hai.
~ Lovejeet Singh

 

3) Sad Pyar Mein Dhokha Shayari

Dena dokha tha to aaye kyo,
Zindagi mein hamari 2 pal ki khushiya laye kyo,
Dikha kar hume pyar ke khubsurat sapne
Apne hi hathon se unko jalaye kyon.

 

Read More: Bewafa Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

 

4) Painful Pyar Mein Dhokha Shayari For Girlfriend Boyfriend

Kisi or ke liye chahat hamari thukrai apne,
De kar dokha hume hamari aukat batai aapne,
Zarurt hoti hum jaiso ko khubsurti ki pyar ke liye
Or yeh zarorrt hume dikhai apne.

 

5) Best Pyar Mein Dhokha Shayari After Breakup

Dard ko apne kitna chupaye,
Koi to batao kaise jhuta muskuraye,
Toota hai dil hamara apni hi chahat ke dokhe se
Koi to batao mar jaye ya rote rote jeete jaye.

 

Check More: Very Sad Broken Heart Shayari & SMS in Hindi

 

Posted inSad Shayari

Sad Miss You Papa Shayari

Sad Miss You Papa Shayari For Fathers Day

Pita ka saya sir par hona duniya ki sabse badi daulat hoti hai. Par jinke papa is duniya se chale gaye hain, unke liye Father’s Day ka din khushi ke saath-saath ek gehra dard aur unki yaadon ka sailab lekar aata hai. Papa ke bina har tyohar adhoora lagta hai aur unki kami ko koi poora nahi kar sakta.
Agar aap bhi is Father’s Day par apne papa ko behad miss kar rahe hain aur unki yaad mein apne jazbaat bayaan karna chahte hain, toh humne yaha share ki hain sabse dard bhari Sad Miss You Papa Shayari For Fathers Day. In emotional lines aur Devanagari status ko aap apne WhatsApp Status, Instagram Captions par share karke apne papa ko yaad kar sakte hain.

 

 

Sad Fathers Day Shayari | Sad Miss You Papa Shayari

 

1) Sad Fathers Day Shayari Sms In Hindi

Nhi deta koi aap jitna pyar,
Aap hi the bas meri jaan,
Kyo chhod ke chale gaye tanha
Apke bina lagti hai sari duniya anjaan.

 

2) Dard Bhari Miss You Papa Shayari For Fathers Day

Yaad mujhe khub aati hai apki,
Yaad aata hai apka pyar,
Aap the mere sab kuch
Aap the hi papa mere dost mere yaar.

Miss You Papa

 

3) Sad Fathers Day Miss You Dad Shayari Message In Hindi

Apke bina nhi mera man lagta hai,
Apke bina nhi mera dil lagta hai,
Aap the to sab kuch tha
Apke bina to kuch acha nhi lagta hai.

Please Come Back Papa

 

Read More: Happy Fathers Day Shayari Sms & Wishes In Hindi

 

4) Very Sad Shayari For Fathers Day In Hindi

Sirf ek aap hi the mere apne,
Or nhi tha koi apna,
Kahan chale gaye chhod ke papa
Mujh ko yha par tanha.

 

Check More:

Happy Fathers Day Shayari Sms & Wishes In Hindi