Posted inSad Shayari

Sad Hindi Shayari For Girlfriend & Boyfriend

Sad Hindi Shayari Messages For Girlfriend & Boyfriend

Are you feeling heartbroken and looking for the perfect words to express your deep emotional pain? When love hurts, sharing your feelings can bring comfort. In this ultimate collection, we have curated the best sad shayari in Hindi for girlfriend and boyfriend. Share these emotional, heart-touching dard bhari lines and WhatsApp status updates to express your inner grief when words fail you.

 

Sad Hindi Shayari For Girlfriend Boyfriend | Sad Love Shayari

 

1)  Latest Sad Shayari For Girlfriend In Hindi

Na koi chahat hai dil ki
Na hi koi jeene ke khwab hai mere,
Jab tu hi nhi sath mere,
To koi jeene ki wajha hi nhi paas mere.

 

2) Best Sad Shayari For Boyfriend In Hindi

Sab kuch mila bas tu nhi,
Tu nhi to mere pass kuch nhi,
Dard to bhut hai zindagi mein tere na hone se
Bas aankhe meri hai ki ab roti nhi.

 

3) Heart Broken Sad Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend

Juda tujhse ho kar,
Khud se hum juda ho baithe hai,
Tere bina to chhod dene ka mann karta
Is zindagi se bhi hum itna ruth baith hai.

 

Read More: Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

4) Short Dard Bhari Sad Shayari For Gf Bf

Ek lamha or jeene ki chahat
Ab nhi zara si bhi humko
Kitna toote hai tere jane ke baad
Marke batayenge ab hum tumko.

 

5) Painful Hindi Shayari For Girlfriend Boyfriend

Hum toota toota sa mehsus karte hai,
Tere bina hum khud ko adhura sa mehsus karte hai,
Tanhai or apne aansu se ghire rhete hai sara din
Ab kisi khushi ko mehsus nhi kare hai.

 

6) Dard Bhari Sad Love Shayari For Girlfriend Boyfriend

Hum khudko marta ab mehsus karne lage hai,
Hum andar hi andar tootne lage hai,
Jin saanso ko kaha jata hai akhri saanse
Tere pyar mein hum un saanso ko lene lage hai.

 

7) Very Sad One Sided Love Shayari

Jisko chaha usko apna bana na paye,
Chaha kar bhi usko bata na paye,
Kisi or ki mohabbat me th wo,
Bas isliye apne kadam hum aagaye bada na paye.

 

Check More:

 

Posted inSad Shayari

Best Sad Shayari on Broken Heart For Gf Bf

Best Sad Shayari on Broken Heart in Hindi: Dil Tootne Wali Shayari

Are you feeling the heavy weight of a broken heart? Sometimes, words fail us when we are hurting the most. To help you express that deep, unsaid pain, we have curated 5 original sad shayari. These heart-touching lines perfectly capture the agony of betrayal, loneliness, and lost love. Read, share broken heart sad shayari for girlfriend boyfriend, Painful shayari, Dard bhari hindi shayari and let your soul heal through poetry.

 

Best Sad Shayari on Broken Heart in Hindi: Dil Tootne Wali Shayari

 

1) Very Sad Shayari on Broken Trust and Pain

Tootne de mujhe aaj is had tak,
Ki phir koi samet na paaye,
Maine nibha kar dekh liya doosri baar bhi,
Phir bhi mere apne mere ho na paaye.

 

2) Emotional Dard Bhari Sad Shayari On Love

Kahoon na mein kuch aaj bhi,
To mujhe khamosh na samajhna,
Beh raha hai jo aankhon se dard hai mera,
Tum ise bas ek aansu na samajhna.

 

3) Alone Sad Shayari to Express Your Heartbreak

Toot hi jaoon mein to accha hai,
Mein bikhar hi jaoon to accha hai,
Sambhalne wale to kisi aur ke ho gaye,
Ab mit hi jaoon to accha hai.

 

4) Deep Sad Shayari for Lost Love

Sookhi parat labon ki hai,
Chehre par aansuon ki bani hai lakeerein,
Chale gaye ki yaad mein yeh haalat ki hai humne,
Ab hum aur jee kar kya karenge saaki re.

 

5) Sad Shayari to Express Regretting Pachtawa Shayari

Khud se zyada usko chaha,
Khud ko uske hawale kiya humne,
Ab ro rahe hain noch rahe hain khud ko,
Kyun itna usko pyaar kiya humne.

 

Check More: