Posted inSad Shayari

Sad Shaam Shayari In Hindi

Sad Shaam Shayari In Hindi With Image


Sad Shaam Shayari In Hindi

 

1) Dard Bhari Shaam Shayari In Hindi

Tanha hum har shaam beeta dete hai,
Dhalte suraj ko dekh aansu bha lete hai,
Dard bhar rehta hai seene mein
Or hum bas dikhave ke liye muskura dete hai.

 

2) Very Sad Evening Shayari In Hindi

Koi shaam aisi chali aaye,
Hawaon mein uska ehsaas chala aaye,
Hum shukar karenge khuda tera pal pal
Ager mera sanam lout mere paas chala aye.

 

3) Painful Shaam Sad Shayari For Gf Bf

Ye dhalti shaam hume kaatne ko aati hai,
Ander hi ander chubhti jati hai,
Teri yaadon se judi ye shaam
Hume katra katra mitati jati hai.

 

Read More:

 

4) Hindi Sad Shaam Shayari

Dhire dhire yeh jo sham dhalti jati hai,
Dil ko hamare chire jati hai,
Hum baithe rehte hai khamosh ho kar
Or aankhen aansu bhati jati hai.

 

5) Heart Broken Sad Shaam Shayari

Har roz tanha shaam beetate hai,
Apne hi haalat per rote hai muskurate hai,
Toot gaya jo dil hamara
Hum usse fir nhi jodna chahte hai.

 

6) Sad Dhalti Shaam Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend

Dhalti shaam ke sang dard bad jata hai,
Ankhon me aanuo ka selaab is kadar bad jata hai,
Jor hum kitna bhi laga le khud ke toote dil ko manane ki
Ye to bas bikhar jata hai.

 

7)  Hindi Sad Shayari On Shaam

Rooz thoda tootna roz thoda bikhrna hota hai,
Roz hamarai shaam ka yun dhalna hota hai,
Sara din gujarta hai gairo ki bheed mein,
Or shaam ka tanhaiyon mein katna hota hai.

 

Posted inSad Shayari

Sad Breakup Shayari

Sad Breakup Shayari With Image


Sad Breakup Shayari

 

1) Sad Breakup Shayari Sms For Girlfriend Boyfriend

Fir tujhse milne aa na payenge,
Hum shayad fir muskura na payenge,
Daba lenge mohabbat ko to dil mein apne
Par jab tak zinda hai tujhe bhula na payenge.

~ Lovejeet Singh

 

2) Painful Breakup Shayari Message In Hindi

Ab na tujhse shayad mulakat hogi,
Na tujhse shayad ab baat hogi,
Na koi din suhana na koi suhani raat hogi
Bin tere meri zindagi bas ek khali kitab hogi.

 

3) Dard Bhari Breakup Shayari Sms In Hindi

Ye jo waqt chala jaa rha hai,
Dil ko mere tode jaa raha hai,
Labo ko to chup kara liya humne
Par aansuon se chup nhi baitha jaa raha hai.

 

Read More: Dard Bhari Sad Yaad Shayari In Hindi

 

4) Sad Breakup Shayari For Love

Fir tere kareeb shayad aa na payenge,
Chaha kar bhi tujhse mil naa payenge,
Kadmo se to tujhse dur ho jayenge
Par dil se tujhse dur ho naa payenge.

 

5) Braking Heart Breakup Shayari For Girlfriend Boyfriend

Shayad is pyar ko ab bichad jana padega,
Andar hi ander ghut ke mar jana padega,
Jante hai bada mushkil hoga jeena bin tumhare
Par na chahte hue bhi ab tumse dur jana padega.

 

6) Best Breakup Shayari In Hindi For Gf Bf

Likhi judai hai to juda hona padega,
Ankhon ko ab rona padega,
Agar waqt aa gaya hai dil ke tootne ka
To shayed ab is ko tootna padega.