Posted inSad Shayari

Sad Breakup Shayari

Sad Breakup Shayari With Image


Sad Breakup Shayari

 

1) Sad Breakup Shayari Sms For Girlfriend Boyfriend

Fir tujhse milne aa na payenge,
Hum shayad fir muskura na payenge,
Daba lenge mohabbat ko to dil mein apne
Par jab tak zinda hai tujhe bhula na payenge.

~ Lovejeet Singh

 

2) Painful Breakup Shayari Message In Hindi

Ab na tujhse shayad mulakat hogi,
Na tujhse shayad ab baat hogi,
Na koi din suhana na koi suhani raat hogi
Bin tere meri zindagi bas ek khali kitab hogi.

 

3) Dard Bhari Breakup Shayari Sms In Hindi

Ye jo waqt chala jaa rha hai,
Dil ko mere tode jaa raha hai,
Labo ko to chup kara liya humne
Par aansuon se chup nhi baitha jaa raha hai.

 

Read More: Dard Bhari Sad Yaad Shayari In Hindi

 

4) Sad Breakup Shayari For Love

Fir tere kareeb shayad aa na payenge,
Chaha kar bhi tujhse mil naa payenge,
Kadmo se to tujhse dur ho jayenge
Par dil se tujhse dur ho naa payenge.

 

5) Braking Heart Breakup Shayari For Girlfriend Boyfriend

Shayad is pyar ko ab bichad jana padega,
Andar hi ander ghut ke mar jana padega,
Jante hai bada mushkil hoga jeena bin tumhare
Par na chahte hue bhi ab tumse dur jana padega.

 

6) Best Breakup Shayari In Hindi For Gf Bf

Likhi judai hai to juda hona padega,
Ankhon ko ab rona padega,
Agar waqt aa gaya hai dil ke tootne ka
To shayed ab is ko tootna padega.

 

Posted inSad Shayari

Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi With Image


Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

 

1) Dard Bhari Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend

Har lamhe mein humne,
Apne aansuon ko chupaya hai,
Kin lafzon mein bataye tumko
Kis had tak tumne dil dukhaya hai.
~ Lovejeet Singh

 

2) Very Sad Shayari For Girlfriend In Hindi

Chaha kar bhi shayed naa bhula payenge,
Tumse kahi dur hum chale jayenge,
Jhuta muskura to lenge kisi ke bhi sath
Par dil se ab kabhi muskura na payenge.

 

3) Latest Sad Shayari For Boyfriend In Hindi

Tu ho kar bhi mere pass nhi hai,
Ye kaisa sath hai jo sath nhi hai,
Kisi or ke liye itna badal gaye
Ki mere liye ab katra bhar bhi zajbaat nhi hai.

 

Read More: Sad Shayari For Husband Wife

 

4) Sad Heart Broken Shayari In Hindi For GF BF

Tujhse jyada hum khud se ruthe hai,
Toote hai hum dil se toote hai,
Kho chuke hai hum khud ko hi sanam
Jab se dhage prem ke tujhse chhute hai.

 

5) Hindi Sad Shayari From Broken Heart For Gf BF

Bejubaan hue baithe hain,
Kiase batayen dil ka haal apna,
Jo sajaya tha unke sath zindagi ka sapna
Wo reh gaya bas ek sapna.

 

6) Painful Sad Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Aansu chipa kar aaj bhi hum apne,
Thoda hi sahi par muskura dete hai,
Hamare dil ka dard kis ko dikh na jaye
Bas isliye jhuti hasi liye muskura dete hai.