Posted inSad Shayari

Dard Bhari Shayari | Broken Heart Sms In Hindi

Dard Bhari Shayari From Broken Heart For GF BF


Dard Bhari Shayari | Broken Heart Sms In Hindi

1) Painful Dard Bhari Shayari

Khamosh rahte hai hum,
Par ye aankhen khamosh nhi hoti,

Na jaane kyo koi khushi aa kar,
Kyo hamare hothon par jama nhi hoti,

Aaj na hoti chahat dard bhari zindagi ko khatam karne ki,
Ager sirf wo mere jeene ki chahat na hoti.

 

2) Dard Bhari Love Shayari In Hindi Font

मेरे हालात देख कर सब समझते है,
तो क्यों सिर्फ वो नही समझते,
रो रो कर बुलाती है आँखे जिसको
क्या वो मेरा प्यार नही समझते.

 

3) Very Sad Dard Bhari Shayari From Broken Heart

Toota dil liye hum muskuraye kaise,
Apni roti aankho ko samjhaye kaise,
Jo chala gaya wo chala gaya
Ab uske bin hum apni saanse chalaye kaise.

 

4) Latest Dard Bhari Shayari Sms

Toot rahe hai katra katra,
Or wo anjaan bane bethe hai,
Jski chahat me lutaya humne sab
Wo aaj kisi or ko hi bana jaam bethe hai.

Posted inSad Shayari

Latest Dard Bhari Shayari Sms In Hindi

Latest Dard Bhari Shayari Sms In Hindi With Image


Latest Dard bhari Shayari Sms In Hindi

1) Latest Dard Bhari Shayari

Khud se jada yakeen kisi or pe na jane kyo hota hai,
Bas ussi ka khayal haseen na jane kyo hota hai,
Suna tha sacha pyar meetha hota hai
Per pyar me aaya aansu namkeen kyo hota hai.

 

2) Dard Shayari In Hindi

Har shaks dil mein chupae rakhta hai dard apna,
Chehre pe rakhta hai alg hi andaj apna,
Jeeta hai apne hothon pe bhale hi muskaan liye
Per aankhon me dabaye rakhta hai aansu ko selaba apna.

 

3) Very Sad Dard Bhari Shayari In Hindi

Ab hamari dard se dosti ho gai,
Zindagi to bas bedard si ho gai,
Kya hoa jo usse alg ho ke khud ko jala liya humne
Kam se kam uski zindagi me to roshni ho gai.

 

4) Sad Shayari On Dard In Hindi

Hum muskurate hai
To wo hume khush samjh lete hai,
Jara Jhank ke dekhte ke ek bar aankhon me hamari
To shayed hamara dard samjh lete.

 

5) Best Dard Shayari Sms In Hindi

Diya usne jo dard humne kisi ko batate nhi,
Toota dil hamara wo kisi ko dikhate nhi,
Kai koi dekh na le bhare aasu aankho mein hamari
Bas islye ab hum plake uthate nhi.