Posted inDosti Shayari

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

Happy Friendship Day Shayari in Hindi: Best Wishes, Quotes & Status

Our exclusive collection of the best Friendship Day Shayari in Hindi is here to help you articulate those deep emotions. Dive into these heartwarming lines, perfect for showing your friends how much they mean to you.

 

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

 

1) Emotional Friendship Day Shayari

Bada hi ajeeb hota hai hai ye rishta dosti ka,
Dil ke behad karib hota hai ye rishta dosti ka,
Rehna asan nhi iske bina
Kuch itna aziz hota hai ye rishta dosti ka…

Happy Friendship Day Dear Friend

 

2) Heart-Touching Hindi Font Friendship Day Quotes

दोस्ती की हर एक को ज़रूरत होती है,
दोस्ती की है हर दिल पर हुकूमत होती है,
हम भी आप जैसे दोस्त की वजह से जी रहे है
वरना कहा आज कल इतनी ज़िन्दगी की ज़रूरत होती है।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे

 

3) True Friendship Heart Touching Shayari SMS

Juda nhi hoti kabhi dosti dil se,
Har kisi pe ye kabhi fida nhi hoti,
Sachai ho to ye pyar ko piche chod deti hai
Kyoki sachi dosti kabhi bewafa nhi hoti.

 

4) Friends Forever: Best Dosti Shayari

Sirf naam nhi ek vishwas hoti hai dosti,
Zindagi ki raahon ki zarurt hoti hai dosti,
Sab chahe chhod de sath safar mein
Per har safar ke liye hazir hoti hai dosti.

Happy Friendship Day My Friend

 

5) Special Friendship Day Shayari for Girlfriend & Boyfriend

Ek dost ko dosti ka toffa nhi diya jata,
Kabhi dil ko dhadkne ko nhi kaha jata,
Dene ko to laker de do chaand
Per ek chand se dost ko kabhi Chand nhi diya jata.

Happy Friendship Day My Love

 

Read More: Friendship Day Shayari For Gf Bf

 

6) Deep Friendship Day Wishes in Hindi

Ese hi bhulai nhi jaati dosti,
Dil ki gehari mein tasvir banke basti hai dosti,
Dhundne chale ager koi rishta
To sab se pehle milti hai dosti…

 

7) Short Friendship Dosti Status for WhatsApp

Apni dosti apna jahan sara,
Iske liye to jaan apni kurbaan.

 

8) Latest Friendship Day Hindi Shayari

इस रिश्ते से बड़ी कोई चाहत नही,
सच्ची यारी से बड़ी कोई इबादत नही,
मिल गया हमे एक अच्छा दोस्त तेरे जैसा
बस इसलिए इस जिंदगी से कोई शिकायत नही.

 

Read More: Latest Dosti Shayari In Hindi

 

9) Lovely Friendship Day Messages & Wishes

एक दोस्त को दोस्त से मिलाया उस खुदा ने,
कितना अच्छा रिश्ता बनाया उस खुदा ने,
हम भी शुक्र गुज़ार है उस खुदा के
क्योकि हम दोनों को भी मिलाया उस खुदा ने।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे !

 

10) Emotional Dosti Lines for Best Friends

Apne apke jazbaat samjh samjh lenge,
Humsafar apke ehsaas samjh lenge,
Par ek dost hi hote hai hatke sabse
Jo bin kahe apki har baat samjh lenge.

 

11) Best Hindi Shayari for Friends

हमसे ना छुपाना कोई बात दिल की,
हम पर हमारी दोस्ती पर भरोसा कर,
हम निभाएंगे हर लम्हा
साथ ज़िन्दगी के हर मोड़ पर।

 

12) True Happy Friendship Day Status

Mujhe sabe khas yaari teri,
Tere hone se hai zindagi pyari meri,
Tere hone se hai yaar zindagi mein mere khushiyan
Bin tere to ye zindagi bhi bekaari meri.

 

Read More: Friendship Day Shayari For Husband Wife

 

13) Forever Dosti Shayari in Hindi

Qurban teri dosti par
Mein saara jahan kar jaun,
Yaar teri khushi ke liye
To mein apni khusi qurban kar jaun.

Happy Friendship Day Yaar!

 

Check More: Friendship Anniversary Shayari Messages in Hindi

Posted inDosti Shayari

Dosti Shayari In Hindi | Best Friendship Shayari For Friendship Day

Dosti Shayari In Hindi For Friendship Day


Dosti Shayari In Hindi

 

1) Best Hindi Dosti Shayari For Friendship Day

Dosto se dosti yu nibhaya karo,
Ki dost bhi apko kabhi bhula naa paye,
Jab kabhi bhi kare wo kisi se apno ki baat
To apka naam bhi uski zubaan par aaye.

 

2) Latest Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Dosti ki apni ek alag hi shaan hai,
Isi baat ka mujhe abhimaan hai,
Bhula dun tere liye ye duniya mere dost
Ek tu hi to meri zindagi jaan hai.

 

3) Beautiful Dosti Shayari In Hindi

Lakh honge dost is jahan me,
Par dosti apni khaas hai,
Ho jaye apen kitna bhi ek dusre se door
Par dil se to humesha paas hai.

 

4) Friendship Shayari Sms In Hindi On Dosti

Ek pyara rishta hoti hai dosti,
Dilo ko apas me bandhti hai dosti,
Har halaat me sath nibhati hai
Dhadkan ki tarha sath nibhati hai dosti.

 

Read More: Special Friendship Day Shayari

 

5) Sweet Dosti Shayari In Hindi For Best Friend

Nhi koi dosti apni jaisi,
Lakho me ho ek jaisi,
Rahe sath hum har dam
Baki duniya ki to aisi ki taisi.

 

6) True Dosti Shayari In Hindi

Sath hamesha nibhati hai,
Ek dusre ko naa kabhi bhulati hai,
Dosti ki baat hi kuch or hai
Yuhi nhi har kisi ko samjh aati hai.

 

7) Two Line Dosti Shayari Status

साथ इसके सुबह साथ इसके शाम होती है,
दोस्तों के लिए दोस्ती सारा जहां होती है.

 

8) Dosti Shayari In Hindi Font

हर दिल पर दोस्ती की हुकूमत होती है,
दोस्ती ही सबसे प्यारी ज़रूरत होती है,
जहा अपने भी छोड़ देते है साथ
वहा साथ निभाने वाली खुदा की मूरत होती है.

 

Read More: Friendship Day Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

9) Touching Dosti Shayari In Hindi

Bharose se bhi kuch jayda hoti hai dosti,
Jahan koi nhi hota sath waha hoti hai dosti,
Tum kabhi khud ko is jahan me akela naa samjhna
Nazron se bhale door par dil ke paas hoti hai dosti.

 

10) Dosti Status Shayari For Whatsapp Facebook

Naa karna kabhi bhedbhav tum dosti ke sath,
Agar banana hai dost to qubool karo usse har kami ke sath.

 

11) Dosti Par Shayari In Hindi

Khuda har ek liye ek dost banata hai,
Zindagi me pyari ek dosti likh jata hai,
Kyoki khuda ko bhi maloom hota hai
Dost hi har raaha par sath nibhata hai.

 

12) Hindi Dosti Shayari On Dosti Dil Se Nibhana

Dosti ko apne dil se nibhana,
Dosti me kabhi dhoka fareb naa lana,
Yhe to wo anmol rishta hai
Jo khud me hi ek khazana.