Posted inDosti Shayari

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

Happy Friendship Day Shayari in Hindi: Best Wishes, Quotes & Status

Our exclusive collection of the best Friendship Day Shayari in Hindi is here to help you articulate those deep emotions. Dive into these heartwarming lines, perfect for showing your friends how much they mean to you.

 

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

 

1) Emotional Friendship Day Shayari

Bada hi ajeeb hota hai hai ye rishta dosti ka,
Dil ke behad karib hota hai ye rishta dosti ka,
Rehna asan nhi iske bina
Kuch itna aziz hota hai ye rishta dosti ka…

Happy Friendship Day Dear Friend

 

2) Heart-Touching Hindi Font Friendship Day Quotes

दोस्ती की हर एक को ज़रूरत होती है,
दोस्ती की है हर दिल पर हुकूमत होती है,
हम भी आप जैसे दोस्त की वजह से जी रहे है
वरना कहा आज कल इतनी ज़िन्दगी की ज़रूरत होती है।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे

 

3) True Friendship Heart Touching Shayari SMS

Juda nhi hoti kabhi dosti dil se,
Har kisi pe ye kabhi fida nhi hoti,
Sachai ho to ye pyar ko piche chod deti hai
Kyoki sachi dosti kabhi bewafa nhi hoti.

 

4) Friends Forever: Best Dosti Shayari

Sirf naam nhi ek vishwas hoti hai dosti,
Zindagi ki raahon ki zarurt hoti hai dosti,
Sab chahe chhod de sath safar mein
Per har safar ke liye hazir hoti hai dosti.

Happy Friendship Day My Friend

 

5) Special Friendship Day Shayari for Girlfriend & Boyfriend

Ek dost ko dosti ka toffa nhi diya jata,
Kabhi dil ko dhadkne ko nhi kaha jata,
Dene ko to laker de do chaand
Per ek chand se dost ko kabhi Chand nhi diya jata.

Happy Friendship Day My Love

 

Read More: Friendship Day Shayari For Gf Bf

 

6) Deep Friendship Day Wishes in Hindi

Ese hi bhulai nhi jaati dosti,
Dil ki gehari mein tasvir banke basti hai dosti,
Dhundne chale ager koi rishta
To sab se pehle milti hai dosti…

 

7) Short Friendship Dosti Status for WhatsApp

Apni dosti apna jahan sara,
Iske liye to jaan apni kurbaan.

 

8) Latest Friendship Day Hindi Shayari

इस रिश्ते से बड़ी कोई चाहत नही,
सच्ची यारी से बड़ी कोई इबादत नही,
मिल गया हमे एक अच्छा दोस्त तेरे जैसा
बस इसलिए इस जिंदगी से कोई शिकायत नही.

 

Read More: Latest Dosti Shayari In Hindi

 

9) Lovely Friendship Day Messages & Wishes

एक दोस्त को दोस्त से मिलाया उस खुदा ने,
कितना अच्छा रिश्ता बनाया उस खुदा ने,
हम भी शुक्र गुज़ार है उस खुदा के
क्योकि हम दोनों को भी मिलाया उस खुदा ने।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे !

 

10) Emotional Dosti Lines for Best Friends

Apne apke jazbaat samjh samjh lenge,
Humsafar apke ehsaas samjh lenge,
Par ek dost hi hote hai hatke sabse
Jo bin kahe apki har baat samjh lenge.

 

11) Best Hindi Shayari for Friends

हमसे ना छुपाना कोई बात दिल की,
हम पर हमारी दोस्ती पर भरोसा कर,
हम निभाएंगे हर लम्हा
साथ ज़िन्दगी के हर मोड़ पर।

 

12) True Happy Friendship Day Status

Mujhe sabe khas yaari teri,
Tere hone se hai zindagi pyari meri,
Tere hone se hai yaar zindagi mein mere khushiyan
Bin tere to ye zindagi bhi bekaari meri.

 

Read More: Friendship Day Shayari For Husband Wife

 

13) Forever Dosti Shayari in Hindi

Qurban teri dosti par
Mein saara jahan kar jaun,
Yaar teri khushi ke liye
To mein apni khusi qurban kar jaun.

Happy Friendship Day Yaar!

 

Check More: Friendship Anniversary Shayari Messages in Hindi

Posted inDosti Shayari

Yaari Dosti Shayari In Hindi

Yaari Dosti Shayari In Hindi | Best True Friends Shayari In Hindi


Friend Love Shayari | Best Friendship Love Shayari For Friends

 

1) Yaari Dosti Shayari In Hindi For Best Friend

Pyar se bad kar yaari hai,
Apne liye to zindagi dosti tumhari hai,
Tum nhi to kuch nhi
Tum ho to zindagi khushiyon se bhari hamari hai.

 

2) Special True Friends Shayari In Hindi

Kandhe par hath daal,
Sara bazaar ghum aata hun,
Har takat se lad sakta hun tere liye
Yun hi nhi tere kadam ke sath kadam chalata hun.

 

3) Dosti  Shayari In Hindi

Lafzo mein bas bata paun iitni aam nhi,
dosti hamari chamkti subha hai koi dhalti shaam nhi,
Pyar se bharpur bhari hai yaari hamari
Iski kimat ya daam lagana asaan nhi.

 

Read More: Dosti Shayari In Hindi

 

4) Short True Friendship Shayari On Yaari

Pyar jitna pyar se,
Pyari utni yaari hai,
Naa toote kabhi asaani se
Atoot dosti hamari hai.

 

5) Latest Dosti Shayari For True Friend

Ye jag tere liye kurbaan hai,
Bin tere meri zindagi bezaan hai,
Tu hai sachha yaar mera
Tu hi to mera jahaan hai.

 

6) 2 Line dosti Shayari Status In Hindi

Duniya se jyada yaari teri pyari,
Tere Sath se hi chalti duniya hamari.

 

7) True Friend Shayari In Hindi For Dost

Anmol nhi hai,
Fir bhi lakho mein ek hai,
Ek tu hi hai jaan meri
Baki yaar to anek hai.