Posted inSad Shayari

Dard Shayari | Broken Heart Sms Quotes In Hindi

Dard Shayari And Best Broken Heart Sms Quotes In Hindi For GF Bf With Image


Dard Shayari | Broken Heart Sms Quotes In Hindi

1) Dard Shayari in Hindi From Broken Heart

Aankhon mein selab aanso ka,
Or dard ke sath tanha zindagi bhi gazab ho rahi hai,
Toote hai dil or is dil ke sath
Na zindagi guzar ho rahi hai na khatam ho rahi hai…

 

2)  Best Broken Heart Sms In Hindi For Boyfriend

Toote dil ko thame bethe hai,
Kuch aansu ankho mein dabaye bethe hai,
Koi dekh ke chehra mera jaan na jaye bewafai teri
Bas isliye khud ka chehra chupaye bethe hai.

 

3) Latest Dard Shayari On pyar For Gf Bf

Ab pyar se koi rishta nhi hamara,
Na koi apna hai na koi sahara,
Jis per loota di thi hume apni zindagi
Ussi ne dil toda hai hamara.

 

4) Very Touching Broken Heart Dard Shayari In Hindi

Dard dil ka ab sambhalta nhi,
Toot gaya dil jo ab judta nhi,
Kese pukaru usko ab mein
Jo kisi or ka ho kar meri sunta nhi.

 

5) Broken Heart Shayari in Hindi

Na pucho humse kya haal hai hamara,
Bas ye jaan lo kisi or ka ho gaya pyar hamara,
Dikha rhe hai logo ko koi fark nhi padta humko
Par shakh se toot ke gire patte jaisa haal hai hamara.

 

6) Dard Bhari Shayari In Hindi

Dard jyada hai khushiyon se meri,
Shayed yhi likha hai zindagi me meri,
Jin lamho me muskurate dekho gaye aap logo ki aankhen
Un lamho mein bhi roti hai aankhen meri.

 

Posted inWhatsapp Status

Broken Heart Very Sad Status In Hindi

Broken Heart Very Sad Status In Hindi For Whatsapp


Broken Heart Very Sad Status In Hindi

 

जितना मौत पर भरोसा है मुझको उतना तुम पे ऐतबार है,
देखते है पहले कौन आता है हमे दोनों का इंतज़ार है…

 

 

Mere ashk teri yaadon se rishta bana baithe hai,
Kambakkht jab bhi aate hai dono sath aate hai.

 

 

Tumhe jaana tha to yun hi chale jaate,
Kya mila hume dhokebaaz bata ke.

 

 

Apne hathon ki mehndi usse dikha kar roye,
Bebasi me kudart ka faisal usse hum suna ke roye.

 

 

Dhadak raha tha ache se dil hamara,
Kyon tooda ise kya bigada tha tumhara.

 

Read More: Broken Heart Two Line Sad Shayari Status

 

Ek hi khayal Rehta hai uski bewafai ke bad..

khudkushi kar lete hai kahi fir mohabbat na ho jaye…

 

 

Tujh pe to hum wese hi marte the

To kya jarurt thi kisi or ka ho kar hume maarne ki.

 

Love Sad Status in Hindi For Girlfriend Boyfriend

 

Kese bayan kare dard-e-dil,

Wo magruur shakhs the chal dilye kisi or ke ho kar.

 

 

Kuch ab is tarha hum waqt bita rahe hai,
Khamoshi se baith khamoshi se khud ko mita rahe hai.

 

 

Wo utar gaye the jara si baat se dil me humare,

Hume kya pata tha jara si baat se dil se bhi utar jayenge.

 

 

Aansu aa jate hai apni mohabbat kisi or ki hote dekh

jese dua hamari thi or qubool kisi or ki ho gai.

 

 

Toot ke bikhar gaye hum,

Jab mohabbat ne hi badi mohabbat se barbaad kar diya.

 

 

Toote dil ki aah tum nhi samjhoge,

Her baar maatam sar-e-aam nhi hota.

 

 

Read More: 2 Line Love Shayari For Gf Bf

 

 

Raat karwat lete lete beet jati hai,

Na aasu sone dete hai na yaad unki.

 

 

Kyo jara si baat se chhod dete hai daama

Wo jinhe paane ke liye umar beet jaati hai.

 

 

Har lamha jee rahe hai yaad mein unki,

Jisne beete kal ki tarha bhual diya humko.

 

 

Naa jane kis gunha ki saza di humko,

Kisi or ke ho kar labmi umar ki dua di hum ko.

 

 

Annkhone me meri ashko ka tufaan aa gaya,
Jab baat mohabbat ki hui …
Or uske labo par kisi or kaa naam aa gaya.

 

 

Mein mar jaun to use khabar naa hone dena,
Mashroof rehta hai wo kisi or ke sath
Uska samay barbaad naa hone dena.

 

 

Dil ko sikhana chaha par ye maana nhi,
Chala gaya wo chhod ke abhi tak isne jaana nhi.

 

 

Kaise bataye lamho ko kaise bitana pad raha hai,
Aanu liye aankho me dikhane ke liye muskurana pad raha hai.